Vo humare nahi

Vo humare nahi
Vo humare nahi to kya gam hai, Hum to unhi ke hai ye kya kam hai. Na gam kam hai na aasu kam hai, Dekhte hai rulane wale mein kitna dum hai
  

Jan, 27 2012     139 chars (1 sms)     1069 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

jo mujhe aziz tha zindagi ki tarhan. woh aj pas se guzar gaya ajnabi ki tarhan..
Neend Aankhon Main Nahin, Khwaab Kho Gaye Tanha Hi The, Kuch Aur Tere Bin Hum Ho Gaye Dil Kuch Tadap Utha, Zuban Bhi Ladkhadai Teri Yaad Main Do Aansu Chupke Se Beh Gaye !
1 hasrat thi sacha pyar paneki magar najane Q chal padi aandhiya zamane ki mera gam koina samaj paya Q ki meri adat thi sabko hasan ki.
zindagi ne khushiyon ko pukara he,zara muskurao apka har gum hamara he,phul khilte rahe jivan me apke,kanto ke liye to daman hamara he
Gulshan ki faaqat phooloN se nahiN kaaTon se bhi zeenat hoti hai jeene ke liye is duniya meiN gham ki bhi zaroorat hoti hai
Kanto se daman uljhana aadat he meri,Dil me paraya dard basana aadat he meri,Jinhe is dunia ne thukraya,Un logo ko apnana aadat he meri.
M Unke Ishq K Virano M KhoyaRhu Mere Hotho Pr HamesaYhi Faryad Rhe MujKo Mil Jye ZamaneKi Saari Taklife Mere Mhboob Ki DuniyaSada Abaad Rhe
1 AJEEB SA MANZAR NAZAR AATA HAIAHAR 1 KATRA SAMUNDAR NAZAR AATA HAIAKAHA BANAU ME GHAR SHEESHE KAAHAR 1 K HAATH ME PATHAR NAZAR AATA HAI
Kitabon mai rakh k sula gaya ham ko Ankh band ki aur bhula gaya ham ko Koi ajeeb musavar tha jo barishon k mosam main Kachi deewaron pe bana gaya ham ko.
Rok Lo In Door Jaate Kadmo Ko CHaHat Ki ItNi Badi Saza Na Do Paas Aane Ki KHwaisH Ki Thi Humn E Judai Ka HumE Yu Dard Na Do…
Mat Intzar karvao hame Itna ki waqt ke faisle par afsos ho jaye, kya pata kal tum laut kar aao or hum sada ke liye khamosh ho jayein
suna hai wo jate huwe keh gaye, ke ab to hum sirf tumhare khwabo me hi aayege, koi keh de unse ke wo wada kar le hum zindagi bhar ke liye so jayenge.