Jis din band

Jis din band
Jis din band kr li humne ankhe,kai ankho se us din ansu barsenge,Jo kehte he k bohot tang karte he hum,wahi hamari ek shararat ko tarsenge
  

Jan, 25 2012     138 chars (1 sms)     1045 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Banke ehsas meri dhadkan k pas rehte ho Tasveer banke meri ankho k pas rehte ho Aaj puchna he 1 sawal tum se Dur hoke kya tum B udas rehte ho
Ansuo se palak bhigo leta hu,Yaad teri ati hain to ro leta hu..... Socha ke bhoola du tujhey mager,Har baar faisla badal deta hu..........
Usko mera halka sa ehsaas to he Bedard sahi wo meri humraz to he Wo aaye na aaye mere paas lekin Shiddat se mujhe uska intezar to he.
Wo yuhi humse ruth gae sare arman mere tut gaye nafrat ka dh0ng unhone aisa dikhaya ke woh patthar bankar jine lage Aur hum shisha bankar tut gaye.
Ruuth kar tum mujhe bhulane lage, Itne durr hue ke bahut yaad aane lage, Kaise bhuladu tumhe ek pal mein, Jab tujhe pane mein mujhe zamane lage….
Koi tumhe bhool jae to kya karoge,sari yaden mita jye to kya karoge,kisi ko chhod ne se pehle ye soch laina,koi agar tumhe chhod jae to kya karoge
La hasili ka ishq me charcha nahi kiya,duniya jo chahti thi tamasha nahi kiya,manzar se hat k kardiya asan judai ko,is faisle me use tanha nahi kiya
Kuch “Mohabbat” Ka “NASHA” Tha Pehlay Hum Ko! Phir “Dil” jo Toota To “NASHAY” Say Hi “Mohabbat” Ho Gayi
Dil k aaine me kisi ko chupaa liya, aur dard ko apne inn aankhon me sama liya, aaina toh toot gaya magar, hame aks ko uske apna saaya bana liya…
Ek din zindgi aise mukam pe pahunch jayegi,, Dosti to sirf yaadon me reh jayegi.. Har cup chai yaad tumhari dilayegi,, aur haste haste fir aankhein nam ho jagegi
Meine jo tumhein mohabat mein dil diya Tukhra kar muji ko tumne bewafa keh diya
Jakhm itne gahare he ki ijhar kya kare, ham khud nishana ban gaye, war kya kare, Mar gaye ham par khuli rahi aankhe, aab isase jyada unka intejar kya kare?