Teri wafa mein

Teri wafa mein
Teri wafa mein sanamna safar ke rahe na vatan ke rahe.Bikhri laash ke itne tukde huena kafan ke rahe na dafan ke rahe.
  

Jan, 25 2012     118 chars (1 sms)     2561 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Shama parvana choro apne pyar ki baat karo Maatam ka shauk choro apne yaar ki baat karo Roné se nazron ke ashka sukh gaye hain ab Patjhar ka dukh bhulo apne bahaar ki baat karo
Kitne Parvane Jale Raaz Ye Pane Ke Liye Shamma Jalne Ke Liye Hai Ya Jalane Ke Liye? Ronewale Tujhe Rone Ka Saliqa Bhi Nahi Ashq Pine Ke Liye Hai Ya Bahane Ke Liye?
AANKO ME AAKE SUKH JAATE HAI AANSU, PALKON ME AAKE TOOT JAATE HE ANSU. DIL KARTA HAI K BAHADU UNHE, PAR AAPKO HASTE DEKHAR SUKH JAATE HAI AANSU…
Jakhma itne gahare hai, Ijhar kya kare, Hum khud nishana ban gaye, vaar kya kare, Mar gaye ham, Aankhe khuli rah gayi, bas isase jyada aur kisi ka intejar kya kare...
Apno Ne Zahar Ka Jaam De Diya Gairon Ne Bewafa Naam De Diya Wo Jo Kehte Ki Bhul Na Jana Hume Aaj Unhone Hi Bhari Mehfil Me Anjaan Keh Diya.
Mana Ke Aaj Hum Akele Reh Gaye.Judai Ke Ansu Ankhon Se Beh Gaye.Rote Rahe Kon Chup Karae Ga.Jo Chup Karate Thay Wahi Rone Ko Keh Gaye...
Use Udas Karke Khud Ko Bhi Rona Tha Ye Haadsa Bhi Abhi Hona Tha Wo Muje Todkar Phir Jodti Rahi Aksar Me Uske Vaste Jaise Koi Khilona Tha............
Yakin mano wo maut bhi badi suhani hogi,jisme hamari mohabat virani hogi,chalo wada raha tumse pehle hum jaenge,kyoki tumare swagat ki rasm bhi to nibhani hogi.
Shaam udas hai, Raat bhi udas hogi. Subah kafa mein lipti meri laash hogi. Ae mujhe dafnanewale jaakar unse keh dena, Kabra par bhi unki tasvir mere saath hogi.
bahut khoob hoti hai mohabbat me judai,saath deti hai har waqt tanhayi,nigahon me the har jaate hai aansu,puchti hai zindagi ab tak maut kyu nahi aayi
Tumhari yaad BEKARAR karti hai,Nazar TALASH tumhe bar bar karti hai,Gila nahi jo hai hum DUR tumse,Tumhari toh JUDAI bhi humse PYAR karti hai.
Jee lete hain Koi humein agar kahe bura, dua dekar usse honton ko hum see lete hain Dard ho chahe kaisa, zehar yeh chupke se hum pee lete hain