Apno Ne Zahar

Apno Ne Zahar
Apno Ne Zahar Ka Jaam De Diya Gairon Ne Bewafa Naam De Diya Wo Jo Kehte Ki Bhul Na Jana Hume Aaj Unhone Hi Bhari Mehfil Me Anjaan Keh Diya.
  

Jan, 25 2012     139 chars (1 sms)     1066 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Jindgi me jb jb unhe tanhai ne sataya hoga,tb tb unhe hamara khayal aaya hoga,gm y nai k wo bhul gye hmko,gm y hai k ro-ro k bhulaya hoga.
Yu to sadmo me bhi hans leta tha main, aaj kyun bewajah rone laga hu main... baraso se hatheliya khaali hi rahi meri phir aaj kyun lagata hain ki sab khone laga hun main
Nahi chahie MUJHE aisa koi tohfa,Jo meri UMAR badha de,De de MUJHE aisi koi dua,Jo mujhe chain ki NIND sula de.
ek khushi ki chah me har khushi se dur hue hum,kisi se kuch keh bhi na sake itne mazboor hue hum,na aayi unhe nibhani pyar me wafa aur zamane ki nazar bewafa ke naam se mashur hue hum
Nighaon me suna pan, dil b viraan hai, mere mehboob kya yahi pyar ka inaam hai, Tumne chaha aur raat din pooja maine, Mujhpar laga ye bewafai ka Iljaam hai!...
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda, zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda, vaada kiya sitaron ne saath dene ka, subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda.
kabhi wo hum pe jan dia karte the..,jo kehte they wo man lia karte the..kal anjan ban kar paas se guzar gaye,Wo jo door se pehchaan liya karte the.
Ab Umar Ho Gyi He Dilki Kitab Me Kuch Khusk Patto K Siwa Kuch Na Rha Jazbat Tamam Kho Gye Lamho Ki Bhid Me Ab Dilme Dhadkano K Siwa Kuch Na Rha
Ek shama buj gai dusri jalau kaise tujse pyar kiya to bhulau kaise, shama to buj kar B jalayi jati he, par is DILse TERi yad ko mitau kaise.
Tumne mausam badalte dekha hai, humne insaan badalte dekha hai. Jab doob rahi thi kashti humari, humne sahil par dosto ko haste dekha hai.
Roye hein buhat tab zara karaar mila he is jahan mein kise bhala sacha pyar mila he guzar rahi hey zindagi imtehan ke daur se ek khatam howa to dosra tayar mila he
Sukhi Mitti mein dafan hai kuch yaadein,Wo juthi kasme, wo juthe waade,Ab jaa ke hua unhe mere pyar par aitbaar,Jab humne chood di apni saansein.