Unse dur jaane ka irada na tha, sada saath rehne ka bhi waada na tha, woh yaad na karenge ye jante the hum, par itni jaldi bhul jayenge ye andaza na tha.
Dhalne Lagi Hai Sham Tere Intizar MainYeh Subha Kaise Ho Gi Tere Intizar Main Shabnam Bhi Ro Parri Meri Bebasi Par Aaj Ashkon Se Raah Sajayi Tere Intizar Main.
Kab tak teri judai ke sadme uthau me;Tu kuch asa suluk karke tujhko bhul jau me;Dil mera najuk he aay sangdil sanam;Na or tadpa ke tut ke bikhar jau me;