hasroto ke jaha

hasroto ke jaha
hasroto ke jaha se dhuva udne laga,payr me nakam dil jal ne laga,kya khub sajaya janaja mera,ab to janaje mein bhi dum gutne laga....
  

Jan, 25 2012     133 chars (1 sms)     874 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ja raha hu marne ko, Aaj mann udas hai, Yaad nahi kiya aaj usne, Jiski mujhe aas hai, Mujhe bhooL gaya wo, Jo dil ka khas hai..!
Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
Koi Mila Hi Nahi Jis Ko Wafa Dete Har Ik Ne Dokha Diya Kis Kis Ko Saza DeteYe Hamara Zarf Tha Ke Khamosh Rahe Warna Daastan Sunatey To Mehfil Ko Rula Dete
Jane kyun hame aansu bahana nahi aata. jane kyun haale dil sunana nahi aata. kyu sathi bichhad jate hain hum se. shayad hame hi sath nibhana nahi aata...
Kehte hain patthar dil aadmi ke, aansoo nahi nikalte; Par teri hi kudrat hai, pattharon se hi jharne phootte hain. Dil patthar ke nahin hote, jamana bana deta hai Sakhta patthar ke peeche ka dard kise pata hota hai?
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hume kisi se pyaar nahi, kismat ne sab kuch diya hume, sirf diya hamara woh yaar nahi.
Jab hum tanha ho to sath rehna,Roye ankhe to ansu poch lena,kyuki jinda hai jab tak hi satayenge,wada karte hai marne ke baad to aapko yaad bhi na ayenge!
Hichkkiyon se is bat ka ehsas he ki shayad hame koi yad to karta he,bhale hi milne na aye par ek lamha ham par nisar to karta he......
Tum Aankhon Ki Barsaat Bachayay Huey Rakhna Kuch Log Abhi Aag Lagana Nahin Bhulay
Nafrat nahi karna kabi hmse Hm ye sah nhi paynge 1 bar kah dena hmse k hum tumpe etbar nhi karte Apki duniya se haskar chale jayenge.
JAKHM JAB MERE SINE ME BHAR JAYENGE, ANSU BHI MOTI BANKAR BIKHAR JAYENGE, YE MAT PUCHNA KIS KIS NE DHOKA DIYA, VARNA KUCH APNO KE BHI CHEHERE UTAR JAYENGE...
KYUN MERA KOI INTZAR KARE GAAPNA DIL MERE LIYE BEQARAR KARE GAMEIN HUN KYA OUR MERI HESIYAT HAI KYAKYA SOCH KAR KOI HUMSE PYAR KARE