Woh hume door

Woh hume door
Woh hume door se dekh kar dupatta taan lete hai . Khush hum is baat se hai k woh humein door se hi pehchaan lete hai .
  

Jan, 27 2012     118 chars (1 sms)     957 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Asu jo beh rahe h inhe behne do Yeh keh rahe hein dil ki baat, kehne do Buhat bewafa ho tum, hame h maloom Tum apni wafa ki baat, rehne do!
Na khata hamari thi, Na wafa hamari thi, Bas itna na samaj sake hum,Hamara dil khilona tha, Ya unhe khilono se khelne ki Bimari thi.....!
Dil amir par Muqaddar garib tha Mil kar bichadna mera naseeb tha,Chahkar b kuch kar na sake hum, hamara Ghar b jalta raha aur samandar b kareeb thA
Zindagi ne diya aaisa tohfa, ki har tofhe pe dum nikla, jab khola us tofhe ko toh, chandd khusiyan liye dher saara gham nikla…
Nasibon K Khel Ajeeb Hote Hai Chahne Wale Ko Ansu Hi Naseeb Hote Hai Kon Hona Chahta Hai Apno Se Door Bichr Jate Hn Wo Jo Sb Se Qareb Hote
Tu hay suraj tujay kia malum raat ka dukh,tu kesee rose maray ghar main a utar sham kay bad.
Gehri thi Raat Lekin Hm Khoye Nhi.. Drd Baut Ta Dil Me, Pr Hm Roye Nhi.. Koi Nhi Hmara Jo Puche Hmse.. Jag Rhe Ho Kisi K Liye Ya Kisi K Lye Soe nahi..
Aapki yaad naa aaye to hum Bewfa Aap bulao aur naa aaye to hum Bewafa Humen marne ke liye Zeher ki jarurat nahi,Ekbaar nazar fer lo Naa mar jaye TO HM BEWAFA
Kabhi mautse zindgi ka sauda na kar saka Uski yaado ko dilse juda na kar saka. Use bhulne ki aarju bahut thi dilme Par kaise karu wo kaam jo khuda na kar saka.
Ek din hamare ansoon humse pooch baithe,humey roz roz kyon bulate ho,humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho
Palko K Nami Me Chupa Kar Sapno Ko Humne Unhe Jaane Ki Izazat Dedi Hum Tut Kar Bikhar Gaye Tukdon Me Aur Humne Unhe Hansne Ki Izazat dedi
bhulnewale hume bhul jaate hai,dil se unke hum nikal jaate hai,jab tak hoti nhi zarurat hamari logo ko,hum kaha kisiko yaad aate hai.!!!