Ankhe thak gai

Ankhe thak gai
Ankhe thak gai mere yar ke intzar me, waqt ne luta mujhe bhare bazar me, kyu nhi ayi tu mujhse milne mujh me kami thi ya mere pyar me
  

Jan, 25 2012     133 chars (1 sms)     886 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kisiko apna banane me dar lagti hai, ek vada nibhane me dar lagti hai, pyar to pal bhar me ho jata hai, magar unhe bhulane me umar lagti hai.
Aub to Apna Yeh Wada Hai, ki, Teri Yadoon Ke Sahare jee Kar Dikhainge ! Tu Agar Bewafai Kar Sakta Hai, To Hum Bhi Tujhe Wafa Karke Dikhainge
Smjte h wo k pathar h hum,unko thokar maar jaynge,bewfa 1bar kehde nafrat h humse,khuda ksam pathar to kya phul banke bhi raho me nahi ayenge
Majburi kya h unhone batai to hoti,Judai ki bat u sunai to hoti,Kabr ki mitti b de dete unhe,Meri mout ki khwaish jatai to hoti.
WO kah k chaley itni mulaqat bohat hai..... Main nain kaha ruk jao abhi raat bohat hai... Ansu meray tham jain to shoq se chaley jana.... Abhi kahan jao ge barsat bohat hai....
Mohbat mukadar he 1 khwab nahi,Ye wo ada hE jisme sab kamyab nahi,Jinhe panah mili unhe ungliyon par gin lo,Magar jo fanah hue unka kuch hisab nahi.
Thokr N Lga Muze Ptthr Nhi Hu Me,Herat Se N Dekh Koi Manzr Nhi Hu Me, Teri Nzr Me Meri Qadr Kuch Nhi,Mgr Unse Puch Jinhe Hasil Nhi Hu Me
Na jagao mujhe neend se, bohot dino ke baad soya hun, dikhaa do kafan hataa ke usko, ki marne ke baad bhi uski yaad me kitna roya hun..
Bada Arman Hai Tujh Sang Zndgi Bitane Ka, Shikwa H Bs Tere Khamsh Rah JaneKa, Diwngi IsSe BadhKar Kya Hogi MereYar, Aj B Intzr H Tere Laut K AneKa..
Hajam nahi hota, agar koi behad pyaar kare; Barsaat bhi agar had se gujre; barsaat nahi rehti
Na jane ye najre kyon udas rahti hai,na jane ise kiski talash rahti hai,ye jankar bhi ki vo kismat me nahi hai, fir bhi unhe pane ki aas rahti hai.
ye aansu b kambakht 1 paresani hai khushi or gum dono ki nishani hai samjhne walo k liye anmol or na samjhne walo kliyea sirf pani hai.