Use udas kar

Use udas kar
Use udas kar k khud b rona thaYe hadsa b kabhi to hona thaWo mujhe todkar phir jodti rahi aksar Me uske vaaste jaise koi khilona tha…
  

Jan, 25 2012     133 chars (1 sms)     911 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dil k raste or soch ki galiyose guzarte dekha.pyar or jazbato ko yaha kuchalte dekha.zindegi mohabat ka nam kaise kahe,jabki har shaks ko humne badalte dekha.
AshkoN ko humne kayi baar roka, phir bhi na jane kyoN ankheN dhoka de gayi, Bharosa to tha hameiN apne aap par magar, unka zikr aate hi naa jane kyoN palkeN nam ho gayi.
Huyi hum se ye naadani,K teri mehfil mein aa baithe,Ho k zameen ki khaak,Aasman se dil laga baithe.
Mohabbat ke SAPNE dikhate bhut hain Wo raato me hmko JAGATE bahut hain Me ankho me KAJAL lagau to kaiseIn ankho ko log RULAATE bhut Hain..
Wo hamare na Huae to kya gam hai ham to unhi ke hai ya kya kam hai Ha Na gam kam hai na aasu kam hai Baas ab dekh na yeh hai ki Rulane Wale me kitna Dum hai.. Aadab Arz Hai Miyaa.
Dhoka diya tha jab usne mujhe,zindagi se main naraaz tha, phir socha ki dil se use nikaal du, magar woh kambakht dil bhi uske paas tha......
Mombatti k ander ka dhaga bola, Main jalta hun to tu kyo pighalti hai? Mombati boli, Jisko dil me jaga di, wo bichde to ansu to niklega
Roz sochti hu,aaz izhaar kar dein..Magar dar lagta hai,ki tum inkaar na kar dein,Roz dil kehta hai,keh dein dil ki baat..,Magar lagta hai tum sray aam badnaam na kar dein.
Ye raat kyun tanha hui hai, Kyun ye subah tanha hui hai, Kehna chahte hai hum unn se apni dil ki baat, Lekin baat ye tanha kyun hui hai.
Har shbad mein arth hota hai. Har arth mein tark hota hai. Wo kehte hain k hum haste hain , lekin hasne walo ke dil me b toh dard hota hai.....
Unko chaha to izhar karna na aaya kat gayi umar saari hume pyaar karna na aaya Unhone mangi bhi to judai mangi aur hume inkaar karna na aya
Yun humko satane ki jarurat kya thi.. Dil mera jalane ki jarurat kya thi.. Jo nahi tha ishq to kah diya hota.. Dil mera tod ke jane ki jarurat kya thi.