Ye raat kyun

Ye raat kyun
Ye raat kyun tanha hui hai, Kyun ye subah tanha hui hai, Kehna chahte hai hum unn se apni dil ki baat, Lekin baat ye tanha kyun hui hai.
  

Jan, 27 2012     136 chars (1 sms)     913 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko
Na koi manzil hai na kinara hai koi,Tanhai hai mehfil or yadein hai sahara Us se bichad kar kuch yun waqt guzara,kabhi Zindagi ko tarse kabhi maut ko pukara..
Kitne Parwane jale raaz Ye jaan Ne K liye Shama jalne K Liye hai ya jalane K liye Ronewale tujhe rone Ka salika hi nh iAsk Pine K liye hai ya bahane K liye.
Hichkkiyon se is bat ka ehsas he ki shayad hame koi yad to karta he,bhale hi milne na aye par ek lamha ham par nisar to karta he......
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar .Udhar Uska Aaashiyana Tha .. Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed . Usi Waqt Is tofaan Ko Bhi yahaan Aana Tha
Ruhu Ko Ek Saans Ka Huk Hai Aankho Ko Ek Nighaa Ka Huk Hai Ek Dil Main Bhi Le Kar Aaya Hoon Mujhko Bhi Ek Ghunha Ka Huk Hai...
dard e dil kisko batayein hume yahan har doosra diljala mil jata hai kambaqt yeah tera chehra humein ab sharab mein bhi nazar aata hai sochta hoon dil badal loon lekin har dil mein tera ehsaas mil jata hai
Tera hu mai tera jo chahe ksam lele,raste me khoi hai mazile meri.tu samne hai mere fir kyu ye duri hai,ye bhi koi jina hai sirf aasu pina hai
Shikayatein to itni kar di tumne,ki reh na gaya kucch keh jaane ke liye.pyaar kiya maine kabhi tumse,ye kaafi tha zindagi bitaane ke liye.
Is patthar ki duniya mein aksar dil tut jaya karte hai..Ankhein bhi sambhal kar band karna mere dost,Palko ke beech bhi aksar sapne tut jaya karte hai
Mat roko iss behte dard ko,Saza hai yeh kisi ke intzar ki,Keh lo inhain ashk ya diwangi,Yeh to nishani hai kisi ke pyaar ki.
Na jagao mujhe neend se, bohot dino ke baad soya hun, dikhaa do kafan hataa ke usko, ki marne ke baad bhi uski yaad me kitna roya hun..