mera naam uske

mera naam uske
mera naam uske naam se jud gaya badnam mujhe ye kaam kar gaya humne to iqrar-e-ishq kar bhi diya per unke Inkaar se main benaam ho gaya
  

Jan, 24 2012     135 chars (1 sms)     1173 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Aankh se aansu na bahe aisi kaha kismat hamari, rehkar bhi mehsus na ho aisa hai rishta hamara…
Akele hai, hamein akela rehne do.Duniya ka har gham muje sehne do.Na jatao mujpe hamdardi mere azizon, mat pocho mere ansu inhe behne do.
Wada to kar lete hai par nibhana bhul jate hai, laga kar aag sine main buzana bhul jate hai, bhulana jaisi adat ho gai hai _ap ki, aap hi rulate hai, our fir manana bhul jate hai.
Maine pyar or ishq nahi ibadat ki he Rasmo riwajo se bagawat ki he Manga tha humne jise apni duwao me Usi ne mujse juda hone ki chahat ki he
hamdardiya fuzul hai dil tutne ke bad. Khairat dijiye na hume lutne ke bad.karde maf ma meri janat ka hai sawal,janat na mil sakegi tere ruthne ke bad
Kisi din hum gujra hua kal ban jayenge Pehle har roz kisi ko Phir kabhi-2 kisi ko Fir kabhi na kisi ko yaad ayenge..
La hasili ka ishq me charcha nahi kiya,duniya jo chahti thi tamasha nahi kiya,manzar se hat k kardiya asan judai ko,is faisle me use tanha nahi kiya
Kuch na kisise Bolenge, Bus tanhai me Chup-chup rolenge,Apni To Musafir jaisi hai Zindagi,Sath Kisi k B Holenge,Ye Jivan hai Ek ZEHAR BHARA PYALA ,Kab tak isme 'AMRIT' gholenge, Ab Neend to Aankho me Aati nahi,Chalo Jab Mout Aayegi Tab jee Bhar ke Solenge
Kash wo nagme hume sunae na hote. Aaj unko sun kar aasu aaye na hote. Agar isi tara bhul jana tha. To itni gehrai se dil me samaye na hote?
Mehfil Me Hasna Mera Mizaz Ban Gaya,Tanhai Me Rona ek Raaz Ban Gaya.Dil Ke Dard Ko Chehre Se Zahir Na Hone Diya,Yehi Mere jine ka andaz ban gaya.
Tum muhabbat ko khel kehte ho, humne barbaad zindagii kar lii.ham nahi jaante chiraaGho nekyo? andhero se dostii kar li
Do kadam to sab chal lete hai,Par zindgi bhar ka sath koi nahi nibata,Agar rokar bhulai jati yade,To haskar koi apna gum na chupata.!