Chand Lamho Ki

Chand Lamho Ki
Chand Lamho Ki Zindgani Hai, Nafrato Se Jiya Nahi Karte, Lagta Hai Ab Dushmano Se Gujarish Karni Padegi… Kyun Ki Dost To Yaad Kiya Nahi Karte
  

Jan, 24 2012     141 chars (1 sms)     1236 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

hum dosti ko ehsaan mante hai,ise nibhana apna iman mante hai,lekin hum bho nahi jo dosti me apni jaan denge,kyonki dost ko hum apni jaan mante hai.
DIL KI GALION ME KOI GHAM NA HO, HAMARI YE DOSTI KABHI KAM NA HO, BAS YEHI DUA HAI KI TUM KHUSH RAHO, KYA PATA KAL HUM HO NA HO.
Khuda ne agr yeh rishta banaya na hota ek dost ko duje se milaya na hota jindagi ho jati bejan agr maine aap jaisa dost paya na hota.
Lamhe ye Suhane saath ho na ho, Kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, Aapki dosti hamesha is DIL me rahegi, Chahe kabhi mulakat ho na ho.
KHUDA AAP JAISA DOST KOI AUR NA BANAYE, EK HI TO CHEEJ HAI JO HAMARE PAAS HAI, KAHIN WO BHI COMMON NA HO JAAYE.
Kabhi Shikayt na labo pe layenge.Kaha hai Dost, to dosti nibhange Koi Tumhari Burai mre smne kre Ksam khuda ki hm b ha me ha milaynge.
Meethi baaton se nahi hota pyaar, Har phool nahi banta haar... Yun toh zindagi me koi aata hai aur jata hai, Lekin har koi nahi banta aap jaisa yaaar..
Zindagi me kabi to yaad karoge,Mehfil me nhi to tanhai me yad karoge,Hum sa na mila hai na milega,Parakh k dekhlo kismat pe naz karoge
ye jo apki ankho me nami aayi hai, wo to meri yado ki parchai hai, itna yaad mat karo mujhe - e - mere dost hichkiyo se meri jaan nikal aayi hai
Naino me base ho zara dhyan rakhna, apni dosti yun hi aabad rakhna, mujhe to aadat hai aapko yaad karne ki, agar hichkiyan aati rahein to maaf karna
Woh Dil Kya Jo Milne Ki Dua Na Kare, Tujhe Bhul Kar Jiyun Khuda Naa Kare Rahegi Teri Dosti Meri Zindagi Bankar, Yeh Baat Aur Hai Ki Zindagi Wafa Naa Kare
Jitna dostana paya hai aapse, Usse bhi zayada pane ko jee chahta hai Jane kon si khoobi hai aap mein k zindagi bhar dosti nibhane ko jee chahta hai