GUJRI HUI ZINDG

GUJRI HUI ZINDG
GUJRI HUI ZINDGI KO KABHI YAAD NA KARO TAQDEER MAIN JO LIKHA HAI USKI FARIYAAD NA KARO JO HÖNA HAI VO HO KAR RAHEGA AAP FIKRA ME APNI HANSI BARBAAD NA KARO .
  

Jan, 24 2012     157 chars (1 sms)     982 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Hum wo rshni he jo Dst ko rshan kar jayege,tre pyr ki 1chingari se b jal jayege,1bar pyr seSMSto karke dekh,dafan ki hui kabrse b reply kar jayenge.
Gadha jo khaaye wo Ghaas ho tum,Buddhe ka Chyawanpraash ho tum,Idiot, stupid, bakwaas ho tum,Par jo bhi ho! Yaar! Dost Jhakaas ho tum.
Dil se Dil badi mushkil se milte hai, Tofanoo mein sahil badi mushkil se milte hai. Yu to mil jaate hain hazaron, Magar aap jaise Dost nasib walon ko milte hai
Aaj dil puch baitha,Apni hi tasveer se,Tune kya paya hai apni taqder se,Aapki tasveer dil ko dikhai,Aur kaha aisa dost paya hai dunia ki bheed main.
Apni jindgi mein mujhe sharik samjna,koi gam ayeto karib samjna,de saku muskrahat ansuon ke badle mein,hazaron dosto mein thoda aziz samjna.
Dosti ki raho me akelapan na mile,Zindagi me kabhi gam na mile,Dua karte hai khuda se,tumhe jo bhi dost mile kabhi hum se kam na mile.
Na aana usse leke mere janaze mein, Meri Mohabbat ki tauhin hogi, Main 4 logon ke kandhe pe hounga, Aur meri jaan paidal hogi.
Aapki kanjusi dil ko bha gayi,hame b phone k balance ki keemat samaj aa gayi,socha ab apko msg na kare,par ye kambakht dosti yaad aa gayi.
Waqt Ke Saath Badal Jaaye Use Pyaar Nahi Kehte Musibat Se Jo Darr Jaaye Use Yaar Nahi Kehte
kuch chehre bhulaye nahi jaate, kuch naam dil se mitya nahi jaate, mulakat ho na ho lekin mere dost, dosti ki chirag bujhaye nahi jaate
Tumse Dur Jane ka Iraada na tha, Sada Saath Rehne kabhi Vaada na tha, Tum Yaad na Karoge Yeh Jante the Hum,Par itni Jaldi Bhul Jaoge Andazana tha.
Teri pyari si umeed kaise tod jaoon,Tu khwaab dekhe,Aur mein nazar na aaoon,Kuch to baat hai dosti mein hamari,Kya apke kadam nahi kehte,Ek baar mil aauun.!