Jis sham dil

Jis sham dil
Jis sham dil me tumari yad na aaye, khuda kare aisi sham na aaye, ye mumkin hi nahi ki afsana likhu dosti ka aur usme tera naam na aaye.
  

Jan, 24 2012     136 chars (1 sms)     1060 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

HUM uth ke chale teri mehfil se Pichey se tune pukaara b nhi Phir khud hi ruk gaye kadam mere Kyunki teri dosti ke bina mera guzaara b nhi.
Kuch kehte hai dosti PYAR hai kuch kehte hai dosti ZINDAGI hai par hum kehte he dosti sirf "TUM" ho,TUMSE badkar na pyar hai na zindgi Hai
Yadon ke sahare duniya nahi chalti bina kisi sayar ke mehfil nahi banti ek bar pukaro to ae doston qki doston ke bina ye dhadkne nahi chalti
Kasoor na unka tha na hamara, Hum dono hi rishto ki rasam nibhate rahe, Who dosti ka ehsaas jatate rahe, Hum mohabbat ko dil me chhupate rahe
Tumne To Yaar Mujhe Jeena Sikha Diya, Mohhabat Ki Raah Par Chalna Sikha Diya. Mili Humko Jab Se Tumahari Dosti, Gum Mein Bhi Muskarana Sikha Diya.
Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne, Takat thi hath mai hosla dilaya apne, Manzil thi samne rasta dikhaya apne, Hum to sirf dost thhey AASHIQ BANAYA Aap ne
Nigahen yaar ki tamanna ko machal baithe,Bahkne wale the ki sambhal baithe,Arman tha tujhe dastan-e-zindgi sunaoon,Tum pass aaye to arman bhi nikal baithe.
Zindgi Me kuch Na Paya To Kya Gum HeAap Jaisa Dost Paya ye Kya kam HeEk Choti si Jaga Payi He Jo apke Dil Me wo Jagah Kisi "TAJ MAHAL"se kya kam h
E-Dost Har subah teri muskurati rahe har shaam teri gungunati rahe Tu jise bhi mile is tarah se mile k har milne wale ko teri yaad aati rahe
TUJHE Apna Mukkdr Batate Hai Hum, Khuda K Baad Tere Aage Sir Jhukate Hai Hum. dosti Ka Rishta Tod Mat Dena, is Rishte K DumPar muskurate hai hum
Ye mausam b kitna pyara hai,karti ye hawae kuch ishara hai,Zara samjho in k jajbato ko,Ye keh rahi hai kisi Dost ne DIL SE apko pukara hai.
Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhr deHamsafar aisa ho jo andhero ko roshan kr deDost aisa ho zindagi ko pyar se bhar de.