Dosti Me Baat

Dosti Me Baat
Dosti Me Baat karo jaise "ful talktime"Yad karo Jaise "Free Roaming"Pyar Karo Jaise "Life Time"Jhagada karo Jaise "No Coverage"or Smile jaise "Toll Free.
  

Jan, 23 2012     153 chars (1 sms)     1177 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Jis sham dil me tumari yad na aaye, khuda kare aisi sham na aaye, ye mumkin hi nahi ki afsana likhu dosti ka aur usme tera naam na aaye.
Dosti Se Aaj Pyar Sharmaya Hai.Teri Chahat Ne Kuch Aisa Gazab Dhaaga Hai. Khuda Se Kya Tujhe Mange. Woh To Aaj Khud Mujhse Aap Jaisa Dost Mangne Aaya Hai..
Teri berukhi dekhi zamane ka gum dekha, Zamane ki tadap dekhi judaii kaa gum dekha, Hazaaroon gardishe tooti, Naa hum toote ne ye dil toota.
Kaun kehta he hum mar jayge hum to dariya he sagar me mil jayge aap taras jaoge dosti ki 1boond ke lye hum to badal he kahi b baras jayenge
Aasman se utari he,Taron se Sjayi he,chand ki chandni se Nehlayi he. Smbhal ke Rkhna,Ye 'DOSTI' Meri Zindgi bhar ki kmayi he.
Pyar pasand se, Khusi har ek se, Rishtey apno se, Mohabbat jeevan sathi se, Ishq aashiq se, Magar DOSTI.,? 'DILse'.,Jo humne ki hai 'AAPse
Dosti ke Rishte kanch k bane hote hain tutne par chubte he, sambhalkar rakhna inhe, kyoki ye tutne me Pal aur jodne mein Barso le lete hain
Waqt hona chaiye kisi ko yaad karne ke liye, bahane to apne aap hi mil jate hain
Apki yad karte hai itni Asman me rosni hai jitni yakeen nahi to call krke dekhiye,hum karenge baat apse utni.aapke mobile me laxmi hai jitni
ISHQ ME DIL KA TAMASHA DEKHA NAHI JATA, HUMSE TUTA HUA SHISHA DEKHA NAHI JATA, APNE HISSE KI KHUSHIYA BHI TUJHE DE DUN, TERA UTRA HUA CHERA DEKHA NAHI JATA!
Gam Wo Jo Aansu La De, Khushi Wo Jo Gam Bhula De, Hume To Chahiye Bas Aap Ki itni C Dosti, Jo Humare YaaD Karne Par Aap Ko Ek "Hichki" Dila De
Jamane me koi na sahara najar aya Bas tuhi 1 hamara najar aya Teri dosti me is kadar bahete rahe Na tufan najar aya na kinara najar aya