0 bewafai kabul

0 bewafai kabul
0 bewafai kabul hai wafai ke liye, 0 ansu kabul hai hansi ke liye, Hum to mohtaz hai aapke pyar ke, 0 dushman kabul hai aapki dosti ke liye
  

Jan, 24 2012     139 chars (1 sms)     970 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Zindagi mohtaz nahi manzilo ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi ko kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.
Sachi dosti bejuban hoti hai,ye to ankho se bayan hoti hai,dosti mein dard mile to kya,dukh dard mein hi to apne parayo ki pehchan hoti hai.
Dosti ke Rishte kanch k bane hote hain tutne par chubte he, sambhalkar rakhna inhe, kyoki ye tutne me Pal aur jodne mein Barso le lete hain
Kuch Log Khte Hain Dosti Pyar Hai Kuch Log Khte Hain Dosti Zindgi HaiHm Kehte Hain Dosti Dosti Hai Jisse Barh Kr Na Pyar Hai Na Zindgi Hai
Khayalo me hum rahe ye ahsas rakhna, Nazro se door sahi dil k pas rakhna, Ye nahi kahte ki sath raho hamesha, Door se hi sahi hamesha"Yaad Rakhana
Meethi bato se nai hota pyar,har phool nai banta haar,yu to zindagi me koi aata he aur jata he,lekin har koi nai banta aap jaisa yaar..
DoSt Ka Pyar Dua se km nahi hota,Wo chahe Dur b hoto Gum nahi hota,Pyar me aksar DoSti km ho jati he,Par Dostime Pyar km nahi hota
Darna jayaj hai dil ke darne ka, jab vishwas kam ho dosti ka, jindagi ko khuli kitab banakar chalte hai aur har panepe aapka nam likte hai.
Ashq bahe to ahsaas hota ha, Pyar ke bina jeevan kitna udas hota hai, Umarr ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST khaha har kisi ke paas hota hai.
Sochte sab hai badalta koi nahi Dil ki raah pe chalta koi nahi Tej chalna to sabko aata hai Thokar lagne pe sambhalta koi nahi
Kaun kehta he hum mar jayge hum to dariya he sagar me mil jayge aap taras jaoge dosti ki 1boond ke lye hum to badal he kahi b baras jayenge
Bhul jane ka hosla nahi hai, Dur ho kar bhi ap dur nahi hai, Apse milkar kisi aur se kya milte ap sa is duniya me koi aur nahi hai