Na chupana koi bat Dil me ho agar, rakna thoda bharosa ap humpar, hum nibhaege dosti ka rishta is kadar, ki bhulane par bi na bhula paoge hume zindgi bhar.
Koi dost aisa banaya jaye, jiske aasuon ko palko mein chupaya jaaye, rahe uska mera rishta kuch aisa, ki agar wo rahe udaas to humse bhi na muskuraya jaye