Aap jaise log

Aap jaise log
Aap jaise log kuch khaas lagte hain. man main har waqt hum ek aas rakhte hai. najane kab aa jaye aap ka sms is liye cell ko dil ke paas rakhte hai
  

Jan, 24 2012     146 chars (1 sms)     1047 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Us nazar ki taraf mat dekho jo apko dekhne se inkar karti hai,duniya ki bheed me us nazar ko dekho jo sirf apka hi intzar karti hai..
Dosti Dil Hai,Dimag Nahi. Dosti Soch Hai,Aawaz Nahi. Koi Aankon Se Nahi Dekh Sakta Dosti K Jajbe Ko, Kyonki Dosti EHSAAS Hai,Andaaz Nahi...
2Chijo Se Bani Hai Ye Duniya Thodi Himat Thoda Dum 2Lamho Se Bani Hai Zindgi Thodi Khushi Thoda Gum 2Chijo Se Bani Hai Dosti1Aap 1Hum!
Jante hain hum zindagi mei gam khushi se kam nahi Tum agar meri saath ho DOST to ye zindagi bhi kuch kam nahi
Dard se aankhen chaar kar lenge, hum bhi intehaan dedenge, teri dosti kee khaatir aye dost, hum dushmano se bhi pyaar kar lenge
Khushbu Me Ehsaas Hota He, Dosti Ka Rishta Khas Hota He. Har Baat Ko Juban Se Kehna Mumkin Nahi, Isliye Dosti Ka Dusra Naam Vishwas Hota He
Waise to kai dost hai humare, Jaise aasman mein kai tare, Par aap dosti ke who chand hai, Jiske saamne fike padte hai saare sitare
Ek dost, dost ke liye kya hota hai? Shayad khuda se bhi badhkar hota hai, RADHA to roti hai KRISHNA ke liye, Par KRISHNA to SUDAMA ke liye rota hai…
JAB waqt ne ZiNdAGi se Hisab manga to, SocHa ke Kya KhoYa KYa PaYa? KhoNe ka to HisAb Nahi MILA,Yad RaHa to Bas ItNa ke, DoSt"AAP"JaisA PaYa...
Apki yad karte hai itni Asman me rosni hai jitni yakeen nahi to call krke dekhiye,hum karenge baat apse utni.aapke mobile me laxmi hai jitni
Sirf yadoon ka silsila reh gaya, Khuda jane unse humara kya rishta reh gaya, Ek chand chup gaya jane kahan, Ek sitara use doondta reh gaya.
College me school ki yad aayi,bade hokar bachpan ki yad aayi,kanto ko chua to phool ki yad aayi tanha mehsus kiya to dost teri yad aayi