Mushkil me chahe

Mushkil me chahe
Mushkil me chahe sath na dena. Umrabhar chahe unse mulakat na dena. Par E-khuda, Dil todna pade DOST ka, aise Zindgi me kabhi haalat na dena.
  

Jan, 24 2012     141 chars (1 sms)     1122 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Faasle mita kar apasme pyar rakna,Dosti ka rista u hi barkrar rakna,malum hai dost bahut hai apke,par unke beech apk is dost ka khayal rakhna.
dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata, humse tuta hua sisa dekha nahi jata, apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe, aye dost tera utra hua chehra dekha nahi
AISI VESI BATON SE RUTHA NAHI KARTE, DIL JAB JUDTE HAIN TOOTA NAHIN KARTE.
Shabnam ki bunbo se moti mang lenge, chand se uski chandni mang lenge, jab aap shath hai to dost us khuda ki kasam khuda se ek or zindagi udhar mang lenge.
Deta raha ONLY koi saadgi k saath Itna bara mazaq meri zindgi k sath Shayad is jurm ki saza mili hai mujheK dosti ki thi 1ajnabi k sath.
In ummido ko tutane mat dena, dil ke pyar ko kam hone mat dena.yar milenge humse bhi achche par, is yar ki jagah kisi ko lene mat dena.
Teri Muskurahat meri Pehchan hai, teri Khushi meri Jaan hai. Kuchh bhi nahi meri Zindagi bas itna samajhle, ki teri Dosti hi meri Shaan hai
Na rahe Koi Gila Is Qadar Wafa Denge Apki Ek Khushi Ki Khati Anso Tak Baha Denge Kabhi Na Bholenge Apki Dosti Ko Hum Dor Reh Kar B Apko Dil Se Dua Denge
Rishto me pyr ki mithas rahe, Na mitne wala ehsas rahe, Kehne ko to choti si hai ye Zndgi, Lambi ho jaye agar Ap jese dost ka sath rahe.
Kaun kehta he hum mar jayge hum to dariya he sagar me mil jayge aap taras jaoge dosti ki 1boond ke lye hum to badal he kahi b baras jayenge
Pal Pal se banta Hai Rishta,Rishtey se banta Hai Ehsaas,Ehsaas se banta Hai Vishwas,Vishwas Se banta Hai Koi khas,Jaise Ki Aap!
Kal fir yehi sama hoga ham me se kaun na jane kaha hoga. murzaye ful to mil jaynge kitabo me, par bichade hue dost ka shayad hi koi pata hoga