Zindagi ek hasin

Zindagi ek hasin
Zindagi ek hasin khwab he,Har khwab ko Manzil nahi milti,Tut kar bikhar jate he wo Rishte,Jinhe koi Zanzir nahi milti.
  

Jan, 23 2012     118 chars (1 sms)     983 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Hum doston ko bhulate nahi hai,magar ye baat jatate nahi hai,doston ko hamesha rakhte hai dil me,hum bhulane ke liye dost banate nahi hai
Anjaan si mulakat pahchan ban gayi,ek mithe se rishte ki jaan ban gayi,do kadam tum chale,do kadam hum chale aur dosti ki rah kitni asan ban gayi...,
Gul sukh jate hain 1waqt ke bad,log badal jate hain 1waqt ke bad,apni dosti bhi tutegi 1waqt ke bad, lekin woh waqt aayega meri maut ke baad.
Waqt Ki dya ho dhoop ya tej andhiyan kuch kadmo k nishan kabhi nahi khote jinhw yag kar k muskra de aankhe vo log dur hokar bhi dur nahi hote
Sabki Jindagi me Khushiya dene wale, mere yaar ki jindagi me koi gam na ho, usko mere se bhi accha sathi mile, jab duniya me ham na ho...
aankho me raha dil me utar kar nahi dekha, kashti ke musafir ne samander nahi dekha, yaaro ki yaari ka yakine kar liya maine, unki baaho me chhupa khanjar nahi dekha.
Mausam ki bahaar achchhi ho, phoolon ki kaliyan kachchi ho, hamari yeh hasrat sacchi ho, rab bas ek dua hai ki mere dost ki har raat achchhi ho…
Doston ki judai ka gam na karna Dur rahe to b mohabbat kam na karna Agar mile zindagi ke kisi mod parTo hame dekhkar ankhein band na KARNA
Bina dil ke pyar nahi khilta,Bina sacchai ke bharosa nahi milta,kuch to acchai hum mein zarur hogi varna "AAP jaisa 'DOST' hame nahi milta.
Jine ki khwaish me har roz marte he,wo aayen na aayen ham intzar karte he,jutha hi sahi mere yar ka vada,ham sach mankar aitbar karte he.
Raat Ka Andhera Ek Saugat Lata Hai,Din Ka Ujala Ek Inteqam Lata Hai,Aap Humare Saath Ho NaHo,Dost Hawa Ka Har Jhoka Apki Yado Ka Paigam Lata Hai
KABHI TOU ITNA YAAD AATE HO, KAHI TOU ITNA YAAD AATE HO, KI AAINE MEI AGAR HUM KHADE HO, TOU NAZAR AAP AATE HO.