Gadha jo khaye

Gadha jo khaye
Gadha jo khaye wo Ghas ho tum, Buddhe ka Chyawanprash ho tum, Idiot stupid bakwas ho tum, Par jo bhi ho yar, Dost Jhakaas ho tum...
  

Jan, 24 2012     131 chars (1 sms)     984 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

sab apki ankhon se jahan dekh rahe hai mai apki nazron me jahan dekh raha hun ,tu dhoodh rahi ho gi mujhko wahan ae mere dost mai kab se teri raah yahan dekh raha hun
DARTE HAN AAG SE KAHIN JAL NA JAEN... DARTE HAN PAANI SE KAHIN DOOB NA JAEN... DARTE HAN KHUWAB SE KAHIB TOOT NA JAEY... DARTE HAN AAP SE KAHIN AAP HUMEN BHOOL NA JAEN............
dosti pe naz he hame,kal jitna bharosa ta utna aj he hame,Dosti wo nai jo sirf gam r khusi me sath de,Dosti wo jo harpal apnepan ka esas de.
Sawal pani ka nahi pyaas ka hai,sawal maut ka nahi saans ka hai,dost to duniya me bahut hain magar, sawal dosti ka nahi VISHWAS ka hai
Har Rishte ko Aazmaya Hai Humne Kuch Paya Par Bahut Gawaya Hai Humne Har Us Shakhs Ne Rulaya Hai Jis Ko Bhi Is Dil Me Basaya Hai Humne.
Sab se achha mera yaar hai, Uski hare k shayri mein kitna pyaar hai, Agar na aaya uska sms ek din, To mera mobile rakhna bekaar hai
kadam kadam pey hawa ki simat ka dihan rakhna mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
Lehro me dub kar dariya nahi mila, unse bichad kar koi unsa nahi mila, u to mile bahut acche log, par hum jinke ho sake koi aisa nahi mila.
Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,Hamne khud ko khushnaseeb paya,Tamanna thi ek pyare se dost ki,Khuda khud dost bankar chala aaya
Faasle mita kar apasme pyar rakna,Dosti ka rista u hi barkrar rakna,malum hai dost bahut hai apke,par unke beech apk is dost ka khayal rakhna.
Apni who mulakat kuch adhuri lagi,pass ho k bhi duri Lagi,hoto pe hasi aur aankho me majburi lagi, zindgi me pehli Bar kisise dosti achi lagi!!
Dosti Me Baat karo jaise "ful talktime"Yad karo Jaise "Free Roaming"Pyar Karo Jaise "Life Time"Jhagada karo Jaise "No Coverage"or Smile jaise "Toll Free.