Zindagi mein hamesha

Zindagi mein hamesha
Zindagi mein hamesha naye dost milenge, kahi zyada to kahin kum milenge. Aitbaar zara soch kar karna, mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.
  

Jan, 24 2012     142 chars (1 sms)     1189 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Muskan tere honto se kahi jaye na aansoo tere palko pe kabhi aaye na pura ho tera har khwab aur jo pura na ho woh khwab kabhi aaye na
Muskurao aap toh phul khil jaye,bante karo toh dil machal jaye,Itni dilkash hai aap ki dosti,Dost toh kya dushman B aap par fida ho jaye.
Ful bankar hum mahekna jante hai,Muskarake gum bhulana hum jante hai,Log khus hote hai humse kyonki,Bina mile hi hum riste Nibhana jante hai..
Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhr deHamsafar aisa ho jo andhero ko roshan kr deDost aisa ho zindagi ko pyar se bhar de.
Thodi Shararat Thodi Ruswaai,Bahut Sara Apnapan Thodi Ladai.Na Ho Faasle KbhiNa Kabhi Duri,Bas Isi Tarha Dosti Me Mit Jaye Zindgi Puri
Sada Khush Rakhna Mere Khuda Usko,Tere Farishtey Bhi De Dua Usko,De Usko Uski Chahat Se Zyada,Mange Qatra To Mile Dariya Usko.
Meri dosti ka hisab lagaoge, To meri dosti ko behisab paoge, Pani ke bulbule si hai meri dosti, Jara si thes lagi to dhoondte reh jaoge
Kafi hai husn dil ko behlane ke liye, Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye. Chahe pade gam se vasta, Ek dost rakna sab gamoko bhulane ke liye....
Chand Lamho Ki Zindgani Hai, Nafrato Se Jiya Nahi Karte, Lagta Hai Ab Dushmano Se Gujarish Karni Padegi… Kyun Ki Dost To Yaad Kiya Nahi Karte
Ristone Har Kadam Pe imtihan Liya Tanhai Ne Har Mod Par Dhoka Diya Fir B Kismat Se Sikayat Nahi Qki isi Kismat Ne Aap Jaisa dost B To Diya
Fiza mein mehekthi shaam ho tum,Pyar mein jhalaktha jaam ho tum,Tumhe dil mein chupaye phirte hain Aai dost meri zindagi ka dusra naam ho tum!
Jaise taaro ke saath hai, vaise sache dost ke sath vishwas hai, dil ki nazaro se dhundoge agar, hum har waqt apke paas hai...!