Ek Dost ka

Ek Dost ka
Ek Dost ka wada hai marte dum tak Saath nibhayenge Mout aaye to tumse pehle hum jayenge tumko na bhool payenge isi liye tumko bhi saath le jayenge.
  

Jan, 24 2012     147 chars (1 sms)     2162 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Pulon ki wadi me ho basera apka, sitaron k aangan me ho ghar apka, dua hai ek dost ki, ek dost ko... Ki sare jahan se khubsurat ho Kal apka.
Muskurao aap to phool khil jaye.baat karo to dil machal jaye.Itni dilkash hai aapki dosti.dost to kya dushman bhi aap par fida ho jaye
Woh zindagi hi kya jis mein friendship nahi, Woh friendship hi kya jis mein yaadein nahi, Woh yaadein hi kya jis mein TUM nahi, or woh tum hi kya jis k saath HUM nahi
In ummedo ko tutne mat dena dosti ko hamari kam hone mat dena dost milenge hamse bi achhe par hamari jagah kisi aur ko lene mat dena
khusnashib ho aap jo hum aapke dosti ko itne shddat se chahte hai varna hum to who shaksh hai khowbo me bhi appoiment se aate hai
Tamannao se bhari ho zindagi, khwahisho se bhara ho har pal..Daman b chota lagne lage..ltni khushya de aap ko aane wala kal..
Chti BADI sharart ka anjam h DOSTI Khe unKAHE rishto ka paigam h DOSTI DN RAT masti ka naam h DOSTI Lekin APKE MSG bina bejan h dosti
Mitha Intezar to intezar se yaar mitha,Mitha Yaar to yaar se pyar mitha,Mitha Pyar to pyar se mithi apni yaari,Isse mitha kuch na mila dekhi duniya sari
Raatein gumnaam hoti hai, Din kisike naam hota hai, Hum zindagi kuch is tarah jeete hai, Ki har lamha doston ke naam hota hai !
Har nazar ko ek nazar ki talash hai,har chehre me kuch Khaas hai,aapse dosti yunhi nai kar baithe,kya kare hamari pasand hi kuch KHHAS hai:)
KABHI KABHI AISA HOTA HAI,DOSTI KA ASAR ZARA DER SE HOTA HAI,UNHE LAGTA HAI K HUM UNHE YAAD NAHI KARTE! PAR HAR BAAT ME ZIKR AAP KA HOTA HAI
RAT KI TANHAE SE DARTE HE HUM.APNI HI PARJAI SE DARTE HE HUM. DUNIYA SATH CALE NA CALE . A DOST TERE SATH KI UMID KARTE HE HAM.