Phool Khilte Hain,

Phool Khilte Hain,
Phool Khilte Hain, Khil Kar bikhar jate Hain, Phool Khilte Hain, Khil Kar bikhar jate Hain, Yaade to dil me rehti hai, Dost mil kar bichad Jate Hain!
  

Jan, 24 2012     149 chars (1 sms)     1024 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

D- DASTAK BHI NA DEO- OR APNA BANA LES- SARI JINDEGI JO SATH DET- TAKDIR JO SAWAAR DEI- ISI RISTYE KO DOSTI KEHTE HAI
Rishton ki ehamiyat batate hain faasle, par thoda tadpate bhi hain faasle, dilon mein ho na doori dua karna,chahe yoon rahen meelon ke faasle.
Dil paraya ho sakta he,par preet nahi,Dariya gahera ho sakta he,par pani nahi,Hum to humesha apka saat nibhayenge,q ki Pyar ek tarfa ho sakta he,Dosti nahi.
Sone K Kitne B Tukde Kr Lo Uski Kimat Kam Nhi Hoti Waise Hi Apse Kitne BDur Rehne Se Aapki Aehmiyat Kam Nhi Hoti
pyar ke rishte ka koi naam nahi hota. mana ki iska koi anjaam nahi hota, nibhane ki chahat ho agar dono taraf,to umar bhar yah rishta naakam nahi hota
Hamesha Unhi K Kareeb Mat Rahiy, Jo Apko Khush Rakthe he.. Kabhi Unke Bhi Kareeb Rahiye Jo Apke Bina Khush Nahin Rah Shkte.........S
Dilo ko khareedne wale hazar mil jayege, aap ko daga dene wale bar-bar mil jayege, milega na aapko hum jesa koi, milne ko to dost beshumar mil jayege.
suraj hoon, zindagi kii ufak chod jaoonga, dooob bhi gaya, to apni shafak chod jaoonga
:Aapse Jab Hamari Yaari Ho Gayi.Duniya Humari or B Pyari Ho Gayi.Pehle Hum Kisi B Cheez K Aadi Na The.Par ab Aapko Yaad Karne ki bimari ho gayi
ZINDAGI sagar he, DOST laher he aur Dil kinara.Ye zaruri nahi ki sagar me kitni lehren he, zaruri ye hai ki kaun si lehren kinare ko chhuti hai.
Woh Dil Kya Jo Milne Ki Dua Na Kare, Tujhe Bhul Kar Jiyun Khuda Naa Kare Rahegi Teri Dosti Meri Zindagi Bankar, Yeh Baat Aur Hai Ki Zindagi Wafa Naa Kare
Tum dhanwaan hoge dhan se, Balwaan hoge bal se, Gunvaan hoge gun se, lekin tum jo khus ho wo meri dosti se.