Kbi Geet Ban

Kbi Geet Ban
Kbi Geet Ban Ke Kbi Saaz Ban Ke Kbi Soch Ban Ke Kbi Aawaz Ban Ke Kbi Baat Ban Ke Kbi Raaz Ban Ke Hum Aapke Dost Rahenge Hamesha Ek Yaad Ban Ke.
  

Jan, 23 2012     143 chars (1 sms)     1061 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Jo Nazro se door magar Dil k paas ho,Apne liye khass ho,Sukh-dukh me jiska sath ho,Dil jiska saf ho,Jese k hamare liye AAP ho.
Ek dost, dost ke liye kya hota hai? Shayad khuda se bhi badhkar hota hai, RADHA to roti hai KRISHNA ke liye, Par KRISHNA to SUDAMA ke liye rota hai…
Tute Dilo K B Sapne Hote He,Dil Milne K B Nagme Hote He,Chahe Koi B Gum Aaye Aapki Life Me,Hume Yaad Rakhna B'Coz Apne To Apne Hote He!!!
Lafz aap do geet hum banayenge Manzil aap pao Rasta hum banayenge.khush aap raho khushiya hum dilayenge, aap bas dost bane raho Dosti hum nibhayenge.
Pyar karne wale Pyare nahi hote, Dil dene wale Dildar nahi hote,Prem karne wale Premi nahi hote, Lakin roz YAAD karne wale "DOST" Zarur hote hain.
Khuda ki rahemat sare sansar par barse,Mere hisse ki rahmat mere dost par barse,Ae khuda mujhe kar dena pani,Agar mera dost kabhi pyas se taRSE
Gadha jo khaye wo Ghas ho tum, Buddhe ka Chyawanprash ho tum, Idiot stupid bakwas ho tum, Par jo bhi ho yar, Dost Jhakaas ho tum...
Jite har bazi to mashur ho gaye..Apki hasi me hase to aansu koso dur ho gaye..Bas ek aapki dosti ke badoult aj hum kanch se kohinoor ho gaye
Pehle khat k badle taar ata tha,1 bulave pe mera yaar ata tha,Ab to padh kar delete karte hai mere msg ko,ek waqt tha jab har msgka jawab ata tha.
Mujhe TUJH par vishvas hai,Tu dur hokar b Mare Paas hai,Kuch der pahle maut aayi or chali b gayi Boli tere DOST ki dua jo tere sath hai
Phool sukh jate hai 1 waqt ke baad, log badal jate hai 1 waqt ke baad, apni dosti bhi tootegi 1 waqt ke baad, lekin woh waqt ayega meri Maut ke baad...
Ab aur Manzile pane ki harsat nahi Kisi ke yad me mar jane ki fitrat nahi Aap jese dost jabse mile Kisi Aur ko dost banana ki jarurat nahi