Do chijo se

Do chijo se
Do chijo se bani hai yeh Duniya "thodi himmat, thoda dum" Do lamho se bani hai yeh jindagi "thodi khushi,thode gum" Do chijo se bani hai dosti "1AAP 1HUM".
  

Jan, 24 2012     155 chars (1 sms)     1048 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Har Majboori Se Ladna Sikh Lo..Har Gum K Saath Jeena Sikh Lo..'Busy' Hum Bhi Kam Nahi..Par Hamari Tarah Dosto Ko Yaad KarnaSikh Lo.
Doston ka to aana jana he,par ye dost tera purana he,es dost ko bhula na dena kabhi yaar,kyu ki ye dost Apki DOSTI ka deewana hai.
Har nazar ko ek nazar ki talash hai,har chehre me kuch Khaas hai,aapse dosti yunhi nai kar baithe,kya kare hamari pasand hi kuch KHHAS hai:)
Wo mile humko kahan bankar, Dil me rahe pyar ki nishani bankar, Hum jinhe jagah dete hai ankho ke andar, Wo aksar nikal jate hai paani bankar.
Jio itna ki marna mushkil ho jaye, Haso itna ki rona mushkil ho jaye, Kisise'DOSTI' banana achhi bat hai, Magar nibhao itna ki bhulana mushkil ho jaye.
khusnashib ho aap jo hum aapke dosti ko itne shddat se chahte hai varna hum to who shaksh hai khowbo me bhi appoiment se aate hai
Tum dhanwaan hoge dhan se, Balwaan hoge bal se, Gunvaan hoge gun se, lekin tum jo khus ho wo meri dosti se.
Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar, Tere lab pa khilenge muskaan bankar, Kabhi hamein apne se juda na samajhna, Hum tere saath challenge aasmaan bankar.
Dil ki aag ko aansuo se bujha lenge, ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge, hamse behtar koi dost mile to btana, tumari rahon se khud ko hata lenge.
Yaadon mein hum rahein ye ehsaas rakhna, nazron se door sahi dil ke paas rakhna, ye nahi kehte ke sath raho dur sahi par yaad rakhna
dil mein hai tamanna apko achcha dost banane ki, par darta hoon ki toot na jaye ummeed aap ko paane ki.
Ek Din Tujhse Roothkar Dekhna Hai Tere Manane Ka Andaz Dekhna Hai Abhi To Do Pal Hi Saath Chale Ho Kab Tak Tum Saath Chaloge Ek Din Ab Ye Dekhna Hai.