kyu door door rehte ho humse kehte ho apna par milte kyu nahi ho humse maante hai mujh me koi hunnar nahi aapsa maaf kar dena gar khata ho gayi ho humse
Aaj Mein Nein Khud Se Ye Wada Kiya Hai,Maafi Mangoon Gha Uss Sey Jisko Ruswa Kiya Hai,Har Mord Par Hee Hon Gha Mein Uss K Sath Sath,Maloom Hai K Mein Nein Usko Kitna Juda Kiya Hai
Is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye, Kyu ho khafa ye bayan to kijiye, Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata, Yu yaad na kar ke saza to na dijiye
Is kadar hamari Dosti ka imtehan na lijiye! Kyon ho khafa ya bayan to Kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti! yun SMS na karke hame SAZA to na Digiye
AUR KUCH NAHI BAS ITNI SI FARMAYISH HAI. EK SAAF SUTHRI SI DOSTI KI KHWAAISH HAI. MAAF KAR DIJIYEGA AGAR YE HUMARI BHUL HAI. AHSAAN AAPKA HOGA JO HUMARI DOSTI KABUL HAI.
Banta puchhta hai "jab ek ladka aur ladki pyar karte hai to vo kiss kyo karate hai?" Santa bola "maaf kijiye ji muze pata nahi. mai is shahar me naya hu"