Hum na rahege

Hum na rahege
Hum na rahege fasane na rahenge,phir yaad aane k zamana na rahenge,tum yaad toh zarur karoge hum ko,magar pas bulane k bahane na rahenge.
  

Jan, 27 2012     137 chars (1 sms)     8976 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Sub Puchte Hain kTum ne Shayari Q Chor Di, Mudaton se Kuch na Likha,Kaise Keh Don Main k Ab Dukh Lafzon me Biyan Nahi Hote..............
Haseeno ne haseen banke gunaaah kiya, auro ko to theek humko bhi tabaah kiya, pesh kiya jab ghazalon mein unki bewafaii ko, auro ne to theek unhone bhi waah waah kiya
Zubaan se naam lete hai, Aankhon se aansu chalak jaate hai. Kabhi hazaro baatein kiya karte the, Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.
Koi Yeh Kaise Bataaye..Ke Woh Tanha Kyon Hai, Woh Jo Apna Tha .. Woh Kisi Aur Ka Kyon Hai, Yehi Duniya Hai..To Aisi Yeh Duniya Kyon Hai, Yehi Hota Hai To Aakhir Yehi Hota Kyon Hai
uski yaad mein dekho hum kya karte hain bikhri hui zindagi mein deewaronse baatein karte hain dekha usse kal maine par woh ek chalava nikla meri kismat dekho jo mera tha woh paraya nikla
Aansu ki bundo ko noor kr diya,tanha jeene ke lye majbur kar diya,ye kaisa khel khela takdir ne mere sath,jo dil ke karib tha mere usko hi mujhse door kar diya
NAKAAB MAT DALO MERE CHEHRE PAR, MUJHE AADAT HAI MUSKURANE KI, MAT DAFNAO MERI LAASH KO ABHI, UMEED HAI AAPKE AANE KI.
Dariya wafaoo ka kabi rukta nhi...Mohabat me insaan kabhi jukta nhi...Hum chup h kisi ki khushi k liye...Aur woh sochte h dil hamare dukhta nhi
Wada karte hain,kasme khate h, phir bhi log sath chor jate hhume taklif hoti hai phool torne me bhi,na jane log dil kaise tod jate hsyed
Nahi gam mein baaki agar koi,mujhe laakar de doh zehar koi,Kab aayegi aey meri maut tu,mujhe bhej toh de khabar koi!
Ik Shaam Aati Hai Teri Yaad Le Kar..,
Ik Shaam Jati Hai Teri Yaad Le Kar..,
Humko Tau Us Shaam Ka Intezaar Hai..,
Jo Aaye Tumhain Apne Saath Le Kar..
Arz Kiya Hai:- Kaash Banane Waale Ne DIL Kaanch K Banaye Hote; Kasam Khuda Ki,Todne Waale K Haathon Mein ZakhmTo Aaye Hote!