humain hasnay or hasanay ke adat hay nazron say nazrain milanay ke adat hay,par hamare nazar jisay hay ja mile osay nazar jhuka kar sharmanay ke adat hay.
Main to ek kagezee phool tha... ser sham khoshboo say bhar geya main... kaha ho mujh ko khaber nahi.... mujh koun chow ker gozer geya............Rose Mughal
Falak ko zid hai bijliya girane ki. hume b zid hai wahi aashiyan banane ki,aapko hai zid gar hume bhulane ki, to hume b zid hai aapko apni yaad dilane ki.