Zindgai udaas hone

Zindgai udaas hone
Zindgai udaas hone ka naam nahi,,,,,,, Dosti sirf paas hone ka naam nahi, Agar tum door reh kar bhi hame yaad rakho,,,,,,, is se badkar hame koi enaam nahi
  

Jan, 24 2012     155 chars (1 sms)     1180 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Sanso se pyari yade hai aapaki , Dhadkan se pyari batein hai aapaki, aap ko yakin ho na ho per is zindgi se pyari dosti hai aapaki . .
Hum apni dosti ko yadome sajaenge,Dur rehkar bhi band aankhon me nazar ayenge,Jab yaad karoge sms me chale aaenge
Aaj Hasi Dekar kal Rula na Dena, Itna Miss Karke Kal Bhula Na Dena, Apane is Pyare Rishte Ko Yaad Rakhna, Kahi Inhe Yado ki tarah Bhula Na Dena !!!
Ab aur Manzile pane ki harsat nahi Kisi ke yad me mar jane ki fitrat nahi Aap jese dost jabse mile Kisi Aur ko dost banana ki jarurat nahi
Mujhe TUJH par vishvas hai,Tu dur hokar b Mare Paas hai,Kuch der pahle maut aayi or chali b gayi Boli tere DOST ki dua jo tere sath hai
Kuch kehte hai dosti PYAR hai kuch kehte hai dosti ZINDAGI hai par hum kehte he dosti sirf "TUM" ho,TUMSE badkar na pyar hai na zindgi Hai
Ful bankar hum mahekna jante hai,Muskarake gum bhulana hum jante hai,Log khus hote hai humse kyonki,Bina mile hi hum riste Nibhana jante hai..
Marne ke bad hamare nasib me jannat ho na ho, Ye hava ye fiza ho na ho, Are dost zinda ho to *sms* bhejo, Kya pata hamari kabra pe coverage ho na ho.
Rishto ki kitab ka cover hai Dosti, Dosti se bani hai hamari Hasti, Khoon K rishto ki baat aap karte hai, Hamare liye to Zindagi hai Aap Ki Dosti
Hasakar hame rula mat dena,khas banakar ger bana mat dena.mana k hum apke khas dost nahi,isi baat ka bahana banakar bhula mat dena.
yaad aai kabhi to aankhen band nuhi karna hum chale bhy jain to ghum nuhi karna. ye zaroori nuhi har rishte ka koi nam ho par dosti ka ahsas dil se kam nuhi karna.
"Manzil unhi ko milti he Jinke sapno me jaan hoti he Pankh se kuch nhi hota he Hauslo se udaan hoti he."