sans lene se

sans lene se
sans lene se bhi teri yaad aati hai, nalene se meri jaan jati hai, kasise kahun ki sanns se main jinda hon jabki sans se pehle teri yaad hai.
  

Jan, 24 2012     141 chars (1 sms)     1096 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Bina DIL K PYAAR nahi milta,Bina SACCHAYI K BHAROSA nai milta,kuch toh ACCHAYI hum mei ZARUR hogi,Varna aap jaisa DOST hame kabi nai milta
Dosti gazal hai gungunane ke liye,dosti nagma hai sunane ke liye. Yeh woh jazba hai jo sabko milta nahin, kyunki dil chahiya ise nibhane ke liye
Raat Ka Andhera Ek Saugat Lata Hai,Din Ka Ujala Ek Inteqam Lata Hai,Aap Humare Saath Ho NaHo,Dost Hawa Ka Har Jhoka Apki Yado Ka Paigam Lata Hai
Khusbu ki tara meri sanso me rehna laho banke meri sanso me behna dosti hoti he rishto ka anmol gehna islia is dosti ko kavi alvida na kehna
Zindagi mohtaz nahi manzilo ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi ko kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.
ZINDAGI sagar he, DOST laher he aur Dil kinara.Ye zaruri nahi ki sagar me kitni lehren he, zaruri ye hai ki kaun si lehren kinare ko chhuti hai.
Dil ki aag ko aansuo se bujha lenge, ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge, hamse behtar koi dost mile to btana, tumari rahon se khud ko hata lenge.
Anjaan si mulakat pahchan ban gayi,ek mithe se rishte ki jaan ban gayi,do kadam tum chale,do kadam hum chale aur dosti ki rah kitni asan ban gayi...,
Jane kyo,2 Lafjo ko izhar kehte hai,kisi ki jhuki nigaho ko hi iqrar kehte hai,sirf pyar ka naam hi pyar nahi,2 dilo ki dosti ko bhi to pyar kehte hai
mangi maut zindagi mil gayi,andhero main bhi roshni mil gayi,pucha khuda se kya hai tera sabse haseen tohfa to tohfe mein teri dosti mil gayi
Har mod ka mukam nahi hota,Dil ke riston ka naam nahi hota, Dil ki roshni se khoja hai aapko, App jaisa dost milna aasan nahi hota.
Koshish karo koi aapse na ruthe.zindgi mein apno ka sath kabhi na chute..Rishta koyee bhi ho use aise nibhao..ke us rishte ki dor zindgi bhar na tute.......