Humne jab kabhi

Humne jab kabhi
Humne jab kabhi khushi mehsoos ki,Her kadam pe apki kami mahsoos ki,Door rehkar b apki dosti kam na hui,ye baat humne Dil se mahsoos ki
  

Jan, 23 2012     135 chars (1 sms)     1052 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Yakin pe yakin dilate hain dost Raah chalte ko bewakuf banate hai dost Sharbat bol kar daru pilate hai dost Par kuch bhi kaho saale bahut yaad ate hai dost.
Nanhe se dil me armaan koi rakhna, Duniya ki bhid main pehchan koi rakhna. Ache nahi lagte jab rahte ho udas, In hoto pe sada muskaan vahi rakhna.
Gilla tumse nahi kyunki gilla hum apnie mujburiyo se karte hai aap aaj hamare karib na sahi yah dost mohabhat to hum teri duriyo se bhi karte hai
Anjaan si mulakat pahchan ban gayi,ek mithe se rishte ki jaan ban gayi,do kadam tum chale,do kadam hum chale aur dosti ki rah kitni asan ban gayi...,
:Aapse Jab Hamari Yaari Ho Gayi.Duniya Humari or B Pyari Ho Gayi.Pehle Hum Kisi B Cheez K Aadi Na The.Par ab Aapko Yaad Karne ki bimari ho gayi
Chand ki aan ho tum,sitaro ki shan ho tum,fulo ka armaan ho tum,kudrat ki pahchan ho tum, par in sabse pahle mere DOST meri jan ho tum…
Kuch Log Khte Hain Dosti Pyar Hai Kuch Log Khte Hain Dosti Zindgi HaiHm Kehte Hain Dosti Dosti Hai Jisse Barh Kr Na Pyar Hai Na Zindgi Hai
Bhul jane ka hosla nahi hai, Dur ho kar bhi ap dur nahi hai, Apse milkar kisi aur se kya milte ap sa is duniya me koi aur nahi hai
Jazbaat e ishq nakaam na hone denge, Dil ki duniya me shaam na hone denge, Dosti ka har ilzaam apne sir le lenge, Par Dost aapko badnaam ne hone denge.
Taras gaye hain hum aapke paas aane ke liye, Dil-O-Jaan mitadein tujse dosti nibhane ke liye, Hum Yeh SMS kar rahe hain, apni yaad dilane ke liye.
zamane mein nahi deewana ham saa deewana nahi yeh zamana ham saa, ham ache se nibhate hain yeh dosti koi kar ke dikhaye dostana ham saa,
Ya dil pyar ke qabil na raha, Koi bhi izhar ke qabil na raha, Is dil main bas gayi dosti aapki ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!