Waqt mile to hamein Yaad kar lena,.Pal pal na sahi, din me ek bar Yaad kar lena,. Dost honge aap k hazar,. Par hamare Liye aap ek hai,. Itna Yaad rakh lena..
Koi dikhake roye, koi chippa ke roye,humein rulaane waale humein rulake roye.... Marne ka maza to tab hai yaaron,jab qaatil bhi janaaze pe aakar roye....
Rishton ki ye duniye hai niraali, Sab riston se pyaari hai dosti tumhaari. Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree, Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari
AAP HI SE DOSTI AAP HI KA INTEZAR AAP HI SE MILNE KO DIL REHETA HAI BEKARAR AAP KI YE SAADGI AAP KA YE PYAR JEEVAN BHAR NA BHUL PAYENGE IS DOSTI KO MERE YAAR