Har injam ke

Har injam ke
Har injam ke hakdar wo hame bana jate hai, har khata ki saja wo hame suna jate hai, ham har bar khamosh rah jate hai, kyunki wo har bar Dost hone ka hak jata jate hai...
  

Jan, 24 2012     169 chars (2 sms)     1097 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Teri berukhi dekhi zamane ka gum dekha, Zamane ki tadap dekhi judaii kaa gum dekha, Hazaaroon gardishe tooti, Naa hum toote ne ye dil toota.
Aaj dil puch baitha,Apni hi tasveer se,Tune kya paya hai apni taqder se,Aapki tasveer dil ko dikhai,Aur kaha aisa dost paya hai dunia ki bheed main.
Baadal garaja magar barasaat nahi aayi, Dil dhadaka magar aawaj nahi aayi, Pura din gujarane ko hai dost, kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi?
Kehne ko shabd nahi hai,Bhejne ko naye SMS nahi hai,Par dil se 1 baat kehte haiApna khayal rakhna Kyunki hamare pas aap jaisa dusra dost nahi hai !
Dosti ka daman kabhi na tute,tum humse hum tumse kabhi na roothe,Is kadar dosti ko nibhayenge ki,ye dhadkane khamosh ho jaye par ye dosti na tute.
Tum Rakh Na Sakoge Mera Tohfa Sambhaal Kar,..Warnaa...!!! Main Tumko Abhi De Don Apne Jism Se Rooh Nikaal Kar.
Lamhe ye Suhane saath ho na ho, Kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, Aapki dosti hamesha is DIL me rahegi, Chahe kabhi mulakat ho na ho.
Har Majboori Se Ladna Sikh Lo..Har Gum K Saath Jeena Sikh Lo..'Busy' Hum Bhi Kam Nahi..Par Hamari Tarah Dosto Ko Yaad KarnaSikh Lo.
dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata, humse tuta hua sisa dekha nahi jata, apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe, aye dost tera utra hua chehra dekha nahi
Dost tera bahut sahara hai,warna is duniya mein kaun hamara hai,log marte hai maut aane par,hamay to aapke dosti ne mara hai..
Tumpe kurban meri yari hai, Hans k mar jau iski tyari h, Silsila qtm na ho dosti k Hamne tumhe yad kya, Ab tumhari bari
Ittefaq se hum mile, Ittefaq se aap hume pasand aaye, Ittefaq se hum dost bane, Humari dosti ab ittefaq nahi, Zindagi ki khoobsurat hakikat hai.