Aap ki dosti

Aap ki dosti
Aap ki dosti ki tarif juba pr aane lagi,Aapse dosti ki or jindgi muskrane lagi.Ye meri dosti hai ya aapki khubiya, Ki meri har sans se aap k liye dua aane lagi
  

Jan, 23 2012     159 chars (1 sms)     1333 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

DOSTO ka To aana Jana Hai, Par ye DOST AApka Purana Hai,Is DOST ko Bhula Na Dena kabhi Mere yar,Kyunki yeh DOST AApki DOSTI ka DEEWANA HAi..
Milta Hai Sukoon Dil Ko Us Yaar Ke Kooche Mein Har Roz Magar Jaana Aacha Bhi Nahin Lagata
Jam pe jam pine se kya fayda, Sham ko pi subah utar jayegi. Arey do boond dosti ke pi le, Zindagi saari nashe mein guzar jayegi.
Yaade bhi DOSTO se he Mulakate bhi DOSTO se he Sapne bhi DOSTO se he Apne bhi DOSTO se he Ya phir yu kahu, APNI to DUNIYA hi DOSTO se he…
Aaj Hasi Dekar kal Rula na Dena, Itna Miss Karke Kal Bhula Na Dena, Apane is Pyare Rishte Ko Yaad Rakhna, Kahi Inhe Yado ki tarah Bhula Na Dena !!!
Rahi badal jate he,Par raste nahi badalte, Tufaan aye fir bhi mousam nahi badalte,gile shikve bhale kitne ho magar sache dost nahi badalte
Har dua kubul nahi hoti, Har arzu puri nahi hoti, jinke dil me "Tumhare" jaise dost rahte ho, Unke liye dhadkane bhi zaroori nahi hoti !!
guzre hue kal ki yaad aati hai, kuch lamho se aankhen bhar aati hai, woh subah rangeen shaam nirali ho jaati hai, jab aap jaise doston ki yaad aati hai.....
Aasman humse naraaz hai…..?? Taaron ka gussa behisaab hai.! Vo sab humse jalte hain, kyunki Chand se behtar DOST hamare paas hai.
Kafi hai sapne dil ko behlane ke liye,mohabat karlo dil ko dukhane ke liye,chahe bhale pade gum se vasta,ek hamare jaisa dost rakhna sub gamo ko bhulane ke liye
College me school ki yad aayi,bade hokar bachpan ki yad aayi,kanto ko chua to phool ki yad aayi tanha mehsus kiya to dost teri yad aayi
Wo gam hi kya jisme rum na ho, wo rum hi kya jisme dum na ho, wo dum hai kya jisme hum na ho, wo hum hi kya jisme tum na ho, aaj karlo dosti, kya pata kal ho na ho!