Do chijo se bani hai yeh Duniya "thodi himmat, thoda dum" Do lamho se bani hai yeh jindagi "thodi khushi,thode gum" Do chijo se bani hai dosti "1AAP 1HUM".
HUMARI DASTAN SUNE SE PEHLEY RO DIYA HUMAREY DARD SE ASHNA WOH PEHLEY SE THA BAAT NIKALNE PE WOH LE BEHTA PURANI RANJESHEIN ASA LAGTA HAI K WOH MUJH SE HAFA PEHLEY SE THA
Nahi ban jata koi apna yunhi dil lagane se.karni padhti hai dua rabse saccha dost banane me.rakhna sambhal kar dosti ye apni.tot na jaye kisi k bahekanese
Jasda-e-Dost nakam nahi hone denge! Aap ki duniya me shaam nahi hone denge! Dosti ka har imtihan apne sar pe lenge! Par e Dost,Aapko kabhi pareshan na hone denge