Kuch kehte hai

Kuch kehte hai
Kuch kehte hai dosti PYAR hai kuch kehte hai dosti ZINDAGI hai par hum kehte he dosti sirf "TUM" ho,TUMSE badkar na pyar hai na zindgi Hai
  

Jan, 24 2012     138 chars (1 sms)     917 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dosti ka rishta 2 anjano ko jod deta hai har kadam par zindagi ko naya mod deta hai.Wo sath deta hai tab jab apna saya bhi SAATH CHOD DETA HAI
saalon baad na jaane kya sama hoga, hum me se na jaane kaun kaha hoga, phir milna hoga to milenge yaadon me, jaise sukhe gulab milte hai purane kitaabo me
JIS SHAAM MERE LAB PE TERA NAAM NA AAYE, KHUDA KARE AISI KOI SHAAM NA AAYE, MERE DOST YE KABHI MUMKIN NAHI HAI, AFSANA LIKHU AUR TERA NAAM NA AAYE.
Zindgi ki raho me ishq to na mila,is bedard zamane me Kuch na mila,Hum gam kyon kare wo hame na mile,Are gam to wo kare jine HUM na mile...
Yeh hamari kismat hay ki aap hame dost kehte hai, Dur hokar bhi yaad karte hai, Waqt aane par hum bhi dikha denge, Dosti ka haque kaise ada karte hai
Phool sukh jate hai 1 waqt ke baad, log badal jate hai 1 waqt ke baad, apni dosti bhi tootegi 1 waqt ke baad, lekin woh waqt ayega meri Maut ke baad...
In ummedo ko tutne mat dena dosti ko hamari kam hone mat dena dost milenge hamse bi achhe par hamari jagah kisi aur ko lene mat dena
Jindgi me khushiyan tamaam aaye, Khilti baharo par tera naam aaye, Koi puchhe jab tumse Dost ki Paribhasha..... tere honto pe sirf mera naam aaye.
KABHI ANDHERA TO KABHI SHAAM HOGIMERI HAR KHUSHI DOSTI KE NAAM HOGI,KUCHH MANG KAR TO DEKHO HUMSE HOTHON PE HANSI AUR HATHELI PE HAMARI JAAN HOGI.
KABHI KABHI AISA HOTA HAI,DOSTI KA ASAR ZARA DER SE HOTA HAI,UNHE LAGTA HAI K HUM UNHE YAAD NAHI KARTE! PAR HAR BAAT ME ZIKR AAP KA HOTA HAI
Dosti ko bhulna galat bat hai unhi ka zindagi bhar ka sath hai agar bhul gaye to khali hath hai aur agar sath rahe to zamana kahega WAH KYA BAT HAI
Rishte to sabi anmol Hote He par Ise ahmiyat kuch achhe Log dete He Dilto sabi ko deta He khuda par Isme Jagah kuch aap Jese Dost Hi lete hain.