Ap par kurban

Ap par kurban
Ap par kurban meri yari he, Has k mar jaye iski b taiyari he, Ye shilshila na khatm ho apni yari ka, Mene to apko yad kiya ab apki bari he.
  

Jan, 23 2012     139 chars (1 sms)     3453 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

aaj door se hi koi salaam kar gaya, apni yadon ka gulaam kar gaya , apni zindagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi hume nilaam kar gaye……..
Pyar Ki Kali Sab Ke Liye Khilti Nahi,Chah Kar Bhi Har Ek Cheez Milti Nahi,Sacha Pyar Kismat Se Milta Hai,Par Har Ek Ko Aisi Kismat Milti Nahi..
Dur tum kitne bhi chale jao, mere paas hameshA tum rahoge Phool murjha jaaye chahe saare, Tum mere dil me fir bhi khilte rahoge
DARTE HAN AAG SE KAHIN JAL NA JAEN... DARTE HAN PAANI SE KAHIN DOOB NA JAEN... DARTE HAN KHUWAB SE KAHIB TOOT NA JAEY... DARTE HAN AAP SE KAHIN AAP HUMEN BHOOL NA JAEN............
Zindagi mohtaz nahi manzilo ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi ko kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.
Jine ki khwaish me har roz marte he,wo aayen na aayen ham intzar karte he,jutha hi sahi mere yar ka vada,ham sach mankar aitbar karte he.
EK hai aasman ka taara,dusra hai samunder ka kinara,bewafa hai zamana sara,naseeb hai accha hamara,jo mila dost aap jaisa pyaara.
Gham ko bechkar khushi kharid lenge! khawb ko bechkar, zindagi kharid lenge! Hoga jab intaha to duniya dekhegi, khud ko bechkar aapki "dosti" kharid lege!
Mehak mohabbat ki kam na hoti, mohabbat se zindagi kam na hoti, saath zindagi mein agar dosti ka hota, to zindagi jannat se kam na hoti.
SARI DUNIYA KI MUSKAN TERE PASS HE YE JAMIN OR ASMAN TERE PASS HE GUM NA KARNA KI TUJE YAD NAHI KARTEAE DOST MERI TO JAAN BHI TERE PAAS HE.
Teri dosti mein nasha hai, Tabhi to yeh duniya humse khafa hai, Na karo humse itni mohabbat dost, Ki dil hi puche dhadkan kahan hai.
Hawa me taash ka ghar nahi banta, Rone se koi bhi muqaddar nahi banta, Duniya jitne ka hausla rakkho yaro, Ek jeet se koi sikandar nahi banta...