AGR HUM YAD

AGR HUM YAD
AGR HUM YAD NAHIN KRTE TO BHULATE BHI NAHIN AGAR HUM HANSAATE NAHIN TO KABHI RULATE BHI NAHIN HUM ROZ NAYE DOST CHAHE BANATE NA HONPAR JO BANATE HAIN UNHEN GAWATE NAHIN
  

Jan, 23 2012     168 chars (2 sms)     1262 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ae Dost Tera Haseen Naam Acha Lagta HeTere Sath Se Ye Chand Acha Lagta He Log Kehte He Teri Dosti Mai Pagal,Mujhko ye ilzam acha lagta he
Zindagi to anjan ho gai thi mayusion se ghir ke hairan ho gayi thi achanak dekha har taraf khusian hai, haan tum jaise dost se pehchan jo ho gayi thi.
Pyar itna karo ki koi had na ho,Bharosa itna karo k koi shaq na ho,Intezaar itna karo k koi waqt na ho,or dosti aisi karo k nafrat na ho.
Apki dosti Ki ek nazar chahiye, dil hai beghar use ek ghar chahiye, bas yuhi sath chalte raho e dost, yeh dosti hamein umar bhar chahiye..
'Shikve' To Honge HmSe 'Shikayat'B Hgi HmSe,Par 'APNO' Se Kabi Gila Nhi Krte, Ache Nhi Bure Hi Sahi,Par Hm JaiSe 'BURE' DoSt B Mila Nhi Krte.
Ek pal ki yeh baat nhi, do pal ka ye saath nhi.. Waise to zindagi ek safar he to hai, par wo safar hi kya jisme aapka saath nahi..
Zindagi sirf jeene ka naam nahin hoti Khamoshi har pal ka imtihan nahin hoti Wafa pyarka paigam nahin hoti Wada dostika anjaam nahin hoti.
Kabhi yad aaye to ek bar kehna Kabhi sagar banke in aankho se behna, Agar dost na huye to ajnabi hi rahena, Par yar kabhi alvida na kehna..!
Dosti ek geet hai gaate raho..Dosti ek gazal hai sunate raho..Dosti ek Rishta hai nibhate raho..Dosti khuda kaTofha hai sambhal ke rakho.
Pal do pal ki sanse hain, unn ankho ki chamak ke pyase hain, aa jao kahi se bhi dost mere, thori si jhalak ke pyase hain.
Haqikat Ho Tum Kaise Tujhe Sapna KahuTere Har Dard Ko Me Apna Kahu Sab Kuch Kurban Mere Yaar Tujh Par Kaun Hai Tere Siva Jise Me APNA KAHU .
Zindagi ki rahon me bahut se yaar milenge, hum kya humse achhe hazaar milenge;In achhon ki bheed me hame na bhula dena, hum kahan apko bar bar milenge.