Dil Hai hamara,

Dil Hai hamara,
Dil Hai hamara, Dil me hai naam tumhara, Har yaad me hai chehra tumhara, Sath nahi to kya hua,Zindagi bhar ye rishta nibhane ka wada hai hamara..
  

Jan, 23 2012     145 chars (1 sms)     1117 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Tum na mano yeh hakikat hai, Dosto insaan ki zaroorat hai, Kisi din aao hamari mehfil mein, Jaan jaoge zindagi kitni khubsurat hai
Kimat Pani ki Nahi Pyas Ki Hoti He Kimat Maut Ki Nahi Saans Ki Hoti He Dost to Bahut He Duniya me Kimat Dost Ki Nhi VISHWAAS ki Hoti He
Ek achha dostAgar 100 baar rooth jaaye To har baarUse mana loKyonki keemti motiyon ki mala jitni baar bhi toote, Use pirona hi padta hai.
Roshni ho to diya jalta hai, Shama ho to parwana jalta hai.. Rishte na ho to dil jalta hai, Aap jaise saathi ho to zamana jalta hai..
sab apki ankhon se jahan dekh rahe hai mai apki nazron me jahan dekh raha hun ,tu dhoodh rahi ho gi mujhko wahan ae mere dost mai kab se teri raah yahan dekh raha hun
RAT KI TANHAE SE DARTE HE HUM.APNI HI PARJAI SE DARTE HE HUM. DUNIYA SATH CALE NA CALE . A DOST TERE SATH KI UMID KARTE HE HAM.
Jasda-e-Dost nakam nahi hone denge! Aap ki duniya me shaam nahi hone denge! Dosti ka har imtihan apne sar pe lenge! Par e Dost,Aapko kabhi pareshan na hone denge
Agar Jawab Doge 2 Baat Karenge! Nahi Dge 2 Intezar Krng! Dosti Ki Hai Aapse Isliye Marte Dam Tak, Aap Ko Har Pal Yaad Karenge
Aaj Hasi Dekar kal Rula na Dena, Itna Miss Karke Kal Bhula Na Dena, Apane is Pyare Rishte Ko Yaad Rakhna, Kahi Inhe Yado ki tarah Bhula Na Dena !!!
Wade B Dost Ne Kya Khub Nibhaye,Zakham Muft Me Aur Dard Tohfe Me Bhijwaye.Is Se Badhkar Wafa Ki Misal Kya Hogi,Maut Se Pehle Hi Dost Kafan Le Aye..
Risto Ki Haqiqat Koi Kya Samjega, Dilo Ki Jarurat Koi Kya Smjega, Dosto Ki Muskan Hi To Zindagi He Hmari Is Muskan Ki Kimat Koi Kya Smjeg
Chhote se dil mein gum bahot hai zindagi me milte har pal zakhm bahot hai maar hi dalti kab ki ye dunia kambakht kuch dosto ki duao me dam bahot hai