Koi Pyar Kehta

Koi Pyar Kehta
Koi Pyar Kehta Hai Koi Mohabat Kehta Hai,Kuch Log Bandagi Kehte HaiMagar Jinke Saath Hum Dosti Karte Hai,Unhe Hum Apni Zindagi Kehte Hai.
  

Jan, 23 2012     137 chars (1 sms)     1019 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dost tera bahut sahara hai,warna is duniya mein kaun hamara hai,log marte hai maut aane par,hamay to aapke dosti ne mara hai..
Ek dost, dost ke liye kya hota hai? Shayad khuda se bhi badhkar hota hai, RADHA to roti hai KRISHNA ke liye, Par KRISHNA to SUDAMA ke liye rota hai…
Dosti ke mayne hmse kya puchte ho Hum abhi in bato se anjan hai Sirf ek gujaris hai k bhul na jana hame Q ki apki dosti hi hmari jan hai
0 bewafai kabul hai wafai ke liye, 0 ansu kabul hai hansi ke liye, Hum to mohtaz hai aapke pyar ke, 0 dushman kabul hai aapki dosti ke liye
Dosti ke Rishte kanch k bane hote hain tutne par chubte he, sambhalkar rakhna inhe, kyoki ye tutne me Pal aur jodne mein Barso le lete hain
WALE KI DUNIYA ME,HUM TO SIRF NIBHANA CHAHTE HE,PATA NAHI DUSRE JANM KE BARE ME,PAR DOSTI AAPKI HAR JANM ME PANA CHAHTE HE.
Bhehti hawa me khusbu he tumhari mere dil ke aayine me surat he tumhari is jism me jo mar ke b na mit sake woh sirf or sirf dosti he tumhari
Dosti yakeen pe tiki hoti hai,Ye deevar badi mushkil se khadi hoti hai,Kabi fursat mile to padhna kitab rishto ki,dosti khoon k rishton se bhi badi hoti Hai
Manga tha maut to zindagi de di, andhero me v roshni de di, khuda se pucha kya toofa hai mere liye, to usne hume aap ki dosti de di...
Bade ajeb hai ye zindgi k raste Anjane mod pr kuch log dost ban jate hai Milne ki khushi de ya na de.. Bichadne ka gam zaror de jate hai
Koi Pyar Kehta Hai Koi Mohabat Kehta Hai,Kuch Log Bandagi Kehte HaiMagar Jinke Saath Hum Dosti Karte Hai,Unhe Hum Apni Zindagi Kehte Hai.
Har koi pyar ke liye rota hai, Har koi pyar ke liye tadapta hai, Mere pyar ko galat mat samazna? Pyar to "DOSTI" main bhi hota hai..