Taron ko ginane wale ham na they, akele gungunane wale ham na they,yeh to aapki dosti ne aadat si laga di, warna kisi ko itna yaad karne vale ham na they..
Karti hain saanse, Bas 1 hi ishara. Duaon mein meri, Bas naam hai tumhara. Thamm jaaye yeh sama yahin par, Nahi chahiye hume ab, Koi DOST TUMSE BHI PYAARAA.
Dur ho ya paas ho.. Aap humare liye khaas ho.. Kehate hai dosti sabse bada rishta hai.. Toh sun lo eh dost.. Humare liye toh dosti ki paribhasha hi aap ho..