Smart tum ho

Smart tum ho
Smart tum ho to bure ham bhi nahin, mahlon me tum ho to sadkon pe ham bhi nahin, dosti karke kahte ho busy ho, waqt nikalna hamse sikho, free to ham bhi nahi
  

Jan, 23 2012     157 chars (1 sms)     5558 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Khuda ne agr yeh rishta banaya na hota ek dost ko duje se milaya na hota jindagi ho jati bejan agr maine aap jaisa dost paya na hota.
sapne to sirf sapne hote hai,apne to fir bhi apne hote hai,tum chaho to sapno ko apna banana magar apno ko kabhi sapna mat banana...!!!!
MAN ME APKI HAR BAAT RAHEGI,BASTI CHOTI HAI MAGAR AABAD RAHEGI,CHAHE HUM BHULADE ZAMANE KO APKI YE PYARI SI DOSTI HAMESHA YAAD RAHEGI...
Karo dosti aaisi ke thanks aur sorry word beimaan lage" Magar nibhao dosti aaisi ki," dost ko chhodna mushkil aur duniya chodna asaan lage"..
Khawabo Me AneWale Tera-Shukriya,Dil-Ko BehlaneWale Tera-Shukriya Kaun Karta Hai Is Zamane Me Kisise Dosti Itni,Hume Dost KehneWale Tera Shukriya
Dost hai toh aansu ki bhi shan hoti hai, Dost na ho toh mahfil bhi shamshan hoti hai,Sara khel toh dosti ka hi hai,Warna arthi aur baaraat ek samaan hoti hai.
Tumpe kurban meri yari hai, Hans k mar jau iski tyari h, Silsila qtm na ho dosti k Hamne tumhe yad kya, Ab tumhari bari
Har mod ka mukam nahi hota,Dil ke riston ka naam nahi hota, Dil ki roshni se khoja hai aapko, App jaisa dost milna aasan nahi hota.
Sab se achha mera yaar hai, Uski hare k shayri mein kitna pyaar hai, Agar na aaya uska sms ek din, To mera mobile rakhna bekaar hai
Aap ko khone ka har pal darr laga rehta hai. Jab ki aap ko paaya hi nahi.. Tum bin itna tanha hoon mein. Ke mere saath mera saaya bhi nahi.
PHOOL bankar muskurana zindagi hai.. MUSKURA ke gum bhulana zindagi hai.. Mil kar khush hue to kya hue.. Bina mile rishte nibhana zindagi hai..
dosti insan ki zarurat hai, dilo pe dosti ki hukumat hai , zinda hai apki dosti ki wajha se, warna khuda ko bhi hamari zarurat hai