Tumhari yad dil

Tumhari yad dil
Tumhari yad dil se jane nahi denge,Tumare jaisa dost khone nahi denge,Sharafat se contact me rehna,varna khub marenge Aur rone b nahi denge
  

Jan, 24 2012     139 chars (1 sms)     999 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Kabhi badli hui takdir nazar ati hai, yado ki bas ek zanjir nazar ati hai , pade bhi to kya pade yaar- mujhe mobile me bhi teri tasveer nazar ati hai
Dua hai rab se kabhi aapko dard ka ehsaas na de. Pal koi aisa na guzre, jab mushkilo me hum saath na de. Kisi saans me hum aapko bhule, rab hume aisi saans na de.
Kar sake jis rishte par naaz vo dosti hai, chupale har raaz vo dosti hai, jeevan ka har saaz dosti hai, jo hai har dard ka ilaaj vo alfaaz dosti hai.
Takdeer nechaha,Takdeer ne bataya.Takdeer ne tumko aur humko milaya.Khushnasib the hum ya wo pal,jab tum jaisa Anmol dost is zindagi me aya
Jaise taaro ke saath hai, vaise sache dost ke sath vishwas hai, dil ki nazaro se dhundoge agar, hum har waqt apke paas hai...!
din hua hai to raat bhi hogi, ho mat udas kabhi to baat bhi hogi, itne pyar se dosti ki hai khuda ki kasam jindagi rahi to mulaqat bhi hogi.
Hath chute to rishte nahi chuta karte, Waqt ki dehliz se lamhe nahi tuta karte, Milte hai kuch log aise zindagi me, Jinse kabhi nate nahi tuta karte.
Samundar me na koi jab kinara milega Na apno ka jab tumhe sahara milega Dubte waqt zara tum yeh dekh lena K us waqt b tumhe hath hamara milega
Har pal ki dosti ka irada he apse Apnapan hi kuch zyada he apse Na sochenge sirf umar bhar keliye Kayamat tak sath nibhayenge ye wada he a
Tum na mano yeh hakikat hai, Dosto insaan ki zaroorat hai, Kisi din aao hamari mehfil mein, Jaan jaoge zindagi kitni khubsurat hai
Roz yeh kjhayaal aata hai zahan me Kal zindagi kis raah par hogi Har din isi soch mein guzarta hain ab aur kitno se mulaaqat hogi”
Dosti yakeen pe tiki hoti hai,Ye deevar badi mushkil se khadi hoti hai,Kabi fursat mile to padhna kitab rishto ki,dosti khoon k rishton se bhi badi hoti Hai