Toofano Ka Sahil

Toofano Ka Sahil
Toofano Ka Sahil Hai Teri Dosti, Dil Ke Armano Ki Manjil Hai Teri Dosti, Zindagi Ban Jayegi khoobsurat, Agar Muat Ane Tak Sath Rahegi Teri Dosti....
  

Jan, 23 2012     148 chars (1 sms)     1043 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Jiskepas kuch nahi uspe duniya hasti hai, jiske paas sabkuch hai usse duniya jalti hai.. mere paass tho sirf aapki dosti hai, jise paane ke liye duniya tarasti hai…
kash khusiyo ki koi dukan hoty hame bas usky pahchan hoty bhar dete apka daman khusiyo se kemat chahe hamary jaan hoty
Sitaron Ki Bhid Se Churaya HAI Aapko,DIL se Apna DOST Banaya HAI Apko,Is DIL Ko Tutne NA Dena Kyoki Is Dil Ke Kone-Kone Me Chupaya Hai Aapko
Dosti k panno se bhari kitab ho tum, rishton k phulon mai gulab ho tum, kuch log kehte hai k dost sache nhi hote, un logon k har sawaal ka jawab ho tum
WO CHOTI SI IBADAT BADA SILA DEGI, GULAB TARAH CHEHRA KHILA DEGI, MAT CHODNA HAMEN YAAD KARNA HAMARI YADEN HI TUMHE HUMSE MILA DEGI...
Har nazar ko ek nazar ki talash hai,har chehre me kuch Khaas hai,aapse dosti yunhi nai kar baithe,kya kare hamari pasand hi kuch KHHAS hai:)
aaj door se hi koi salaam kar gaya, apni yadon ka gulaam kar gaya , apni zindagi girvi rakhi thi jiske paas, aaj wohi hume nilaam kar gaye……..
Jitni dosti payi hai aap se usse zyada pane ko dil chahta hai, jane woh kaun si khubi hai aap me ki apko har janam me apna dost banane ko dil chahta hai.
RAT KI TANHAE SE DARTE HE HUM.APNI HI PARJAI SE DARTE HE HUM. DUNIYA SATH CALE NA CALE . A DOST TERE SATH KI UMID KARTE HE HAM.
Dosti ka pehla paigam apke naam, zndgi ki akhri sham apke naam, iss safar me humsafr he hum dono, iss dosti ko nibhana he apka kaam.
Muskan tere honto se kahi jaye na aansoo tere palko pe kabhi aaye na pura ho tera har khwab aur jo pura na ho woh khwab kabhi aaye na
Mushkil me chahe sath na dena. Umrabhar chahe unse mulakat na dena. Par E-khuda, Dil todna pade DOST ka, aise Zindgi me kabhi haalat na dena.