Hum phoolo ki

Hum phoolo ki
Hum phoolo ki tarah hasna jante hai,Hum hans kar gum chupana jante hai,Log milkar dosti nibhate hai to kya hua,Hum bina mile dosti nibhana jaante hai.
  

Jan, 23 2012     150 chars (1 sms)     1014 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Aap jaisa dosthar ek kakhwab hota hai, jiska ek alag rubab hota hai, Aasma me sitaro ka koi hisab nahi,aap jaisa dost to sitaro me aftab hota hai !
zamane mein nahi deewana ham saa deewana nahi yeh zamana ham saa, ham ache se nibhate hain yeh dosti koi kar ke dikhaye dostana ham saa,
Yeh hamari kismat hay ki aap hame dost kehte hai, Dur hokar bhi yaad karte hai, Waqt aane par hum bhi dikha denge, Dosti ka haque kaise ada karte hai
Mile Har Janam Aap Jaise Yaar,Dua Krte Hai Ye Hum Bar Bar,Chahe Kyu Na Tukra De Hme Ye Duniya,Par Milta Rhe Hme Aap Jaise Dosto Ka Pyar
Kabhi Kabhi teri palkon pe jhilmilaaun mein, Tu kare intzaar aur na aau mein, Samunder mein le ja kar fareb na karna e-dost, Tu kahe to kinare pe doob jaau mein
Ishq ek shokh nigaah hai dost, Unpe mit jaane ki ek chaah hai dost, Ishq manzil nahin, koi iraadaa bhi nahin, Jhoot ke jangal se alag, Sach ki ek raah hai dost.
Jine ki khwaish me har roz marte he,wo aayen na aayen ham intzar karte he,jutha hi sahi mere yar ka vada,ham sach mankar aitbar karte he.
Dosti ka rishata aakh aur ugali ke jaysa hota hai. Ugali ko jab chot lagati hai. To aakh roti hai! Aur aakh jab roti hai. Tab ugali aasu pochati hai.
Nazuk si chot se sisha na tute,chhoti chhoti baton se apne na ruthe,thodi si bhi fikr hai agar apko hmari,to kosish kijiyega,rishto ki ye dor kabhi na tute.
Nazar tumhari, Nazar hamari, Nazar ne dil ki nazar utari, Nazar ne dekha nazar ko aise, ki nazar dosti ko lage na hamari.
Doston ka to aana jana he,par ye dost tera purana he,es dost ko bhula na dena kabhi yaar,kyu ki ye dost Apki DOSTI ka deewana hai.
Dosti najaro se ho to kudrat kehte hai, sitaro se ho to jannat kehte hai, husn se ho to mohbbat kehte hai aur hamse ho to use kismat kehte hai