Har koi pyar

Har koi pyar
Har koi pyar ke liye rota hai, Har koi pyar ke liye tadapta hai, Mere pyar ko galat mat samazna? Pyar to "DOSTI" main bhi hota hai..
  

Jan, 24 2012     132 chars (1 sms)     949 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dhadkan ke liye dil chahiye dil ke liye pyaar chahiye pyaar ke liye khushi chahiye khushi ke liye dost chahiye aur dosti ke liye ,,,Aap chahiye..
Har majburi se ladna sikh lo, har gam ke saath jeena sikh lo, busy hum b kum nahi, par humari tarah dosto ko yaad karna sikh lo..
Thoda socha humne, Thoda jaana humne. Mushkil se magar pehchana humne. Koi aap jaisa na tha, na hoga isliye dost aapko mana hai humne..
Rishte to sabi anmol Hote He par Ise ahmiyat kuch achhe Log dete He Dilto sabi ko deta He khuda par Isme Jagah kuch aap Jese Dost Hi lete hain.
Kehte hai her Baat kisi ko kahi nai jati, Apno ko B Batai nai jati, Per Dost to Dil ka AAINA hota he, or AAINE se Surat chupai nai jati.
Aasman humse naraaz hai…..?? Taaron ka gussa behisaab hai.! Vo sab humse jalte hain, kyunki Chand se behtar DOST hamare paas hai.
Har mod ka mukam nahi hota,Dil ke riston ka naam nahi hota, Dil ki roshni se khoja hai aapko, App jaisa dost milna aasan nahi hota.
Kissi ke dedar ke liye har pall tadapata hai!kissi ke intezar me har pall tarasta hai kya kahen is dil ko jo apna hokar bhi "dost"ke liye dhadkata hai
Kata na hota to phool ki hefazat na hotiAndhera na hota to Roshni ki zarurat na hoti Agar mil jati har khushi duniya me to Dil se DOSTI ki jarurat na hoti.
Dost Ko Dost ka Ishara yad Reheta he Hr Dost Ko Apna Dostana Yad Reheta he Kuch pal Sachhe dost k Sath to Gujaro Wo Afsana Maut tak YaaD Reheta he
Girlfriend Chahe Jitni Bhi Buri Ban Jaye Kabhi Us Sy Dosti Mt Todna Kyun k Paani Chahey Kitna Bhi Ganda Ho Jaye aag Bhujane K Liye Kaafi Hai
laut jati hai jindagi gum hamara dekh kar, jaise laut jati hai lahere kinara dekh kar , mere janaje ko kandha na dena tum , kahi phir jinda na ho jau tera sahara dekh kar.