Hai apni ek

Hai apni ek
Hai apni ek hi abhilasha,na ho teri kabhi nirasha,Tujhe mile roz ek Bipasha,aur hum bulaye tujhe Balbir Pasha!
  

Jan, 23 2012     110 chars (1 sms)     1078 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Bhul Se Agar Koi Bhul Hui Ho to , Bhul Samajh Ke Bhul Jana Areeeee Bhulana Sirf bhul Ko, Bhulkar Bhi Hame Na Bhul Jana.
Zubaan pe naam late hain aankho se aansoo chalak jate hai.Kabhi hazaron sms kiya karte the,Aaj ek sms ke liye taras jate hai.
Jab hum pyar mein haar gaye, Tab ham ne socha khudkhushi kar le. Ham to chale khudkhushi karne tab ek aur khayal aaya, Kyu na ek baar phir pyar karle.
Naari ke chakkar mein bhool na jaana yaari, Jab laat maaregi naari to yaad aayegi hamari..... Purush bachao samiti ki taraf se Janhit mein jaari
Unhe Pyar Karna nahi ata, aur hame Pyar ke sivay Kuch nahi ata... Jine ke sirf ye do raste hai, ek unhe nahi ata aur ek hame nahi ata...
Yeh teri aankhein jhuki-jhuki si,Yeh tera chehra khila-khila sa,jab tere chehre par haath fera ,Aadha kilo Fair & lovely mila...
Dekha tujhe to rooh khush ho gayi, Ek kami thi vo bhi puri ho gayi, Pagal hain vo log jo kehte hain ki, Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!
Aapka har ek sms khas hota hai, wo hamare dil ke paas hota hai, Hum bhale hi turant jawab na de paaye, magar phir bhi aapke agle sms ka intzar hota hai..
Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Lekin tum unka karo gi kiya???
Mandir Me Jap Krta Hu,Masjid Me Adab Krta Hu,Insan Se Kahi Khuda Na Ban Jau,IS LIYE Shaitan Ko SmS Karke Roz 1 Pap Krta hu.
Tumsa koi zamin par hua to rab se shikayat hogi, tumsa koi zamin par hua to rab se shikayat hogi, Ek to jhel liya dusra aaya to kayamat hogi.
Kya leker aye the..? Kya leker jaoge..? Mujhe sms nahi kar k kitni chillar bachaoge? Itne paise bachaker kya...... NARAK mein bangla banaoge.