Hum SmS karte hain to Woh Samajhte hain ki hume Aadat hain Paise Udaane ki. Lekin Woh Nadaan Kya Samajhe ki Ye bhi Apni Ek Adaa hai rishte nibhane ki..
Apni DOSTI ko mat Chupao use Jrurat hai JATANE ki. Apni PRATIBHAON ko mat Chupao use Jrurt hai BADHANE ki.Yaar Ab aur PERFUME mat Lgao Tumhe Jrurt hai NHANE ki.
Main tumhein pyaar kyun karoon, tum nahi ho Ash, Phir bhi tumhe dekhkar mera, system hota hai crash Teirna hai to beach me aao, Kinaro pe kya rakha hai, Pyaar karna hai to bahon me aao, isharo me kya rakha hai.