Khuda kare in haseeno ke baap mar jaye, Maut ka bahana ho aur hum inke ghar jaye. Aisa mat keh aye zaalim,ye ek paap hoga, Tu bhi ek din ek haseena ka baap hoga!
Puri botal na sahi,Ek jaam to ho jaye,Milna na sahi dua salam to ho jaye,Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..